श्री हनुमान जन्म कथा भगवान हनुमान जी के जन्म, उनके दिव्य अवतार और बाल्यकाल की लीलाओं का वर्णन करने वाली पौराणिक कथा है। यह कथा मुख्य रूप से वाल्मीकि रामायण, शिव पुराण, ब्रह्माण्ड पुराण, स्कंद पुराण, आनंद रामायण और लोक परंपराओं में विभिन्न रूपों में मिलती है।
श्री हनुमान कथा का संदेश:
- ईश्वर के प्रति अटूट भक्ति
- निस्वार्थ सेवा का महत्व
- साहस और धैर्य से कठिनाइयों का सामना
- विनम्रता के साथ अपनी शक्ति का सदुपयोग
- धर्म और सत्य की रक्षा
Hanuman Janm Katha Lyrics:
- English
- Hindi
Mahaveer Bajrangbali Gyarahaven Rudra
Pavanputra Hanuman ji Sankatmochan
Aur Bal Buddhi Vidya Ke Dhaam Hain
Jab Narayan Shri Hari Vishnu Ne
Manav Avataar Lekar Dharti Se
Paap Ka Bhaar Utaarne Aur Ravan Sahit
Dharti Ke Raakshason Ka Sanhaar Karke
Unka Uddhaar Karne Ka Sankalp Liya
Prabhu Dasharath Aur Kaushalya Ke Putra Ban Kar
Ayodhya Mein Prakat Hue
Enhi Shri Hari Ke Sankalp Ko Poora Karne Mein
Unka Sahayog Karne Ke Liye
Hanuman Ji Ne Avataar Liya
Dharm Ke Utthaan Aur Bhakton Ke Kalyaan Ke Liye
Kesari Maharaj Ke Ghar Mein Hanuman Ji Ka Janam Hua
Bachpan Se Hi Atulit Bal Ke Dhaari Hanuman Ne Ramdoot Ban Kar
Sita Ram Ke Milan Mein Sahayog Liya
Bhakti Ki Nayee Misaal Prastut Ki
Aur Bhagwan Shri Ram Ke Liye Bhi Sankat Mochan Bane
Boliye
Mahaveer Bajrangbali Ki .. Jai
Jai Hanuman Gyaan Gun Saagar Bal Vidya Ke Dhaam
Jai Bajrang Bali Bal Dhaari Sumiroo Paavan Naam
Sumiroo Paavan Naam, O…Sumiroo Paavan Naam
Jai Hanuman Gyaan Gun Saagar Bal Vidya Ke Dhaam
Jai Bajrang Bali Bal Dhaari Sumiroo Paavan Naam
Raam Doot Balihaari Tum Par Swayam Prabhu Shri Ram
Sankat Mochan Maruti Nandan Baaram Baar Pranaam
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan

Jab Raamavat Arale Shri Hari Vishnu Dhara Par Aaye
Shiv Ji Ne Bhi Saath Nibhaane Ke Vichaar Man Laaye
Nibhaane Ke Vichaar Man Laaye, Nibhaane Ke Vichaar Man Laaye
Jab Raamavat Arale Shri Hari Vishnu Dhara Par Aaye
Shiv Ji Ne Bhi Saath Nibhaane Ke Vichaar Man Laaye
Hari Aur Har Donon Ne Milkar Man Har Khel Rachaaye
Nar Aur Vaanar Bankar Donon Apna Vachan Nibhaaye
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Kishkindha Mein Janam Liya Anjani Ke Laal Kahaaye
Pita Kesari Adbhut Baalak Dekh Dekh Harshaaye
Baalak Dekh Dekh Harshaaye, Baalak Dekh Dekh Harshaaye
Kishkindha Mein Janam Liya Anjani Ke Laal Kahaaye
Pita Kesari Adbhut Baalak Dekh Dekh Harshaaye
Apne Tan Mein Pawan Dev Ka Paavan Tej Samaaye
Rudra Roop Shiv Swayam Dhara Par Vaanar Bankar Aaye
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Anjani Maa Ki God Mein Khele Nanhe Baalak Bankar
Ghoome Apne Pita Kesari Ke Khande Par Chadhkar
Kesari Ke Khande Par Chadhkar, Kesari Ke Khande Par Chadhkar
Anjani Maa Ki God Mein Khele Nanhe Baalak Bankar
Ghoome Apne Pita Kesari Ke Khande Par Chadhkar
Leela Karte Ped Aur Parvat Par Uchhal Uchhal Kar
Mata Pita Dekhte Inko Man Mein Mamta Bhar Kar
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Ek Divas Ye Nanhe Baalak Khel Rahe The Van Mein
Dekha Subah Subah Ka Sooraj Ugate Hue Gagan Mein
Sooraj Ugate Hue Gagan Mein, Sooraj Ugate Hue Gagan Mein
Ek Divas Ye Nanhe Baalak Khel Rahe The Van Mein
Dekha Subah Subah Ka Sooraj Ugate Hue Gagan Mein
Use Phal Samajh Khane Ka Vichaar Aaya Jab Man Mein
Ude Gagan Ki Ore Pavansut, Le Atulit Bal Tan Mein
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Atulit Bal Ke Dhaari Udkar Lage Naapane Ambar
Nanhe Baalak The Par Pahunche Surya Dev Tak Udkar
Pahunche Surya Dev Tak Udkar, Pahunche Surya Dev Tak Udkar
Atulit Bal Ke Dhaari Udkar Lage Naapane Ambar
Nanhe Baalak The Par Pahunche Surya Dev Tak Udkar
Wahan Pahunch Kar Surya Dev Ko Bhar Liya Mukh Ke Andar
Teenon Lok Mein Mach Gayi Phir To Haahaakaar Bhayankar
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Raahu Ne Indra Dev Ko Jaakar Saara Haal Sunaaya
Indra Dev Ko Krodh Bhayankar Tab Baalak Par Aaya
Baalak Par Krodh Bhayankar Aaya, Baalak Par Krodh Bhayankar Aaya
Raahu Ne Indra Dev Ko Jaakar Saara Haal Sunaaya
Indra Dev Ko Krodh Bhayankar Tab Baalak Par Aaya
Wahan Pahunch Kar Unhone Pehle Baalak Ko Samjhaya
Aur Phir Apna Vajra Uthaya Aur Baalak Pe Chalaaya
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Murchhit Ho Gaya Nanha Baalak Chot Vajra Se Khaakar
Surya Dev Phir Lage Chamakane Uske Mukh Se Nikal Kar
Uske Mukh Se Nikal Kar, Uske Mukh Se Nikal Kar
Murchhit Ho Gaya Nanha Baalak Chot Vajra Se Khaakar
Surya Dev Phir Lage Chamakane Uske Mukh Se Nikal Kar
Baalak Ghaayal Dekh Pawan Ko Aaya Krodh Bhayankar
Praan Vaayu Ko Rok Diya Marne Lage Jeev Charaachar
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Pawan Dev Ko Indra Aadi Ne Tab Milkar Samjhaya
Bole Vidhi Ke Hi Vidhaan Ne Ye Sab Hain Karvaaya
Ye Sab Hai Karvaaya, Ye Sab Hai Karvaaya
Pawan Dev Ko Indra Aadi Ne Tab Milkar Samjhaya
Bole Vidhi Ke Hi Vidhaan Ne Ye Sab Hain Karvaaya
Brahma Ji Ne Baalak Mein Nayi Chetna Praan Basaaya
Phir Adbhut Baalak Ke Vishay Mein Sab Devon Ko Bataaya
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Brahma Bole Rudra Roop Ye Shiv Ka Avataari Hain
Apne Bal Aur Buddhi Se Teeno Lokon Par Bhaari Hain
Teeno Lokon Par Bhaari Hain, Teeno Lokon Par Bhaari Hain
Brahma Bole Rudra Roop Ye Shiv Ka Avataari Hain
Apne Bal Aur Buddhi Se Teeno Lokon Par Bhaari Hain
Kesari Aur Anjani Putra Ye Bal Vidya Dhaari Hain
Iske Gun Se Iski Mahima Aur Leela Nyaari Hain
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Brahma Indra Surya Ye Sab Ne Usko Sammaan Diya Hain
Apni Apni Ore Se Baalak Ko Vardaan Diya Hain
Baalak Ko Vardaan Diya Hain, Baalak Ko Vardaan Diya Hain
Brahma Indra Surya Ye Sab Ne Usko Sammaan Diya Hain
Apni Apni Ore Se Baalak Ko Vardaan Diya Hain
Astra Shastra Aashish Diye Shaastron Ka Gyaan Diya Hain
Anu Tootane Ke Kaaran Naam Naya Hanuman Diya Hain
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Sab Se Paakar Gyaan Maan Sammaan Aur Vardaan
Anjani Maa Ke Paas Laut Aaye Gyaani Balwan
Laut Aaye Gyaani Balwan, Laut Aaye Gyaani Balwan
Sab Se Paakar Gyaan Maan Sammaan Aur Vardaan
Anjani Maa Ke Paas Laut Aaye Gyaani Balwan
Nitya Nayi Leelaayein Karte The Baalak Hanuman
Mata Pita Hanumat Ko Maanate Apne Praan Samaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Parvat Chadhte Vriksh Hilaate Leela Dikhlaate
Mata Pita Aur Saathi Sanghi Dekh Ke Harshaate
Sanghi Dekh Ke Harshaate, Sanghi Dekh Ke Harshaate
Parvat Chadhte Vriksh Hilaate Leela Dikhlaate
Mata Pita Aur Saathi Sanghi Dekh Ke Harshaate
Rishi Muni Gyaani Dhyaani Van Mein Dhyaan Jab Lagaate
Baal Sulabh Leela Se Hanumat Dhyaan Tod Aate
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Atulit Bal Dhaari Jab Parvat Vrikshon Par Chadhte
Poore Parvat Aur Ped Usse Hilne Lagte
Ped Usse Hilne Lagte, Ped Usse Hilne Lagte
Atulit Bal Dhaari Jab Parvat Vrikshon Par Chadhte
Poore Parvat Aur Ped Usse Hilne Lagte
Dhyaan Mein Baithe Rishi Muni Gyaani Tab Darne Lagte
Kaise Baalak Ko Samjhaayein Ye Vichaar Karte
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Saare Rishi Muni Us Baalak Ki Mahima Jaante The
Shiv Ka Rudra Avataar Hain Ye Baalak Wo Maante The
Ye Baalak Wo Maante The, Ye Baalak Wo Maante The
Saare Rishi Muni Us Baalak Ki Mahima Jaante The
Shiv Ka Rudra Avataar Hain Ye Baalak Wo Maante The
Ram Ka Sahayogi Hoga Ye Wo Pehchaante The
Isiliye Ve Krodh Se Bhrikuti Nahi Taante The
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Phir Sab Ne Milkar Aapas Mein Soch Vichaar Kiya
Hanumat Ko Apna Bal Bhool Jaane Ka Shraap Diya
Bhool Jaane Ka Shraap Diya, Bhool Jaane Ka Shraap Diya
Phir Sab Ne Milkar Aapas Mein Soch Vichaar Kiya
Hanumat Ko Apna Bal Bhool Jaane Ka Shraap Diya
Hanumat Ne Santo Ke Shraap Ko Angikaar Kiya
Ek Saral Vaanar Bankar Rehna Sweekaar Kiya
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Vaanar Pati Sugreev Ke Mantri Bane Veer Hanuman
Rehne Lage Unke Sang Harpal Sevak Sachiv Samaan
Harpal Sevak Sachiv Samaan, Harpal Sevak Sachiv Samaan
Vaanar Pati Sugreev Ke Mantri Bane Veer Hanuman
Rehne Lage Unke Sang Harpal Sevak Sachiv Samaan
Ek Samay Jab Siya Khojne Aaye Ram Bhagwan
Tab Sugreev Se Mila Badhaaya Donon Ka Sammaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Ram Mudrika Lekar Sita Khojan Ko Dhaaye
Sau Yojan Saagar Ko Laangha Aur Lanka Aaye
Aur Lanka Aaye, Aur Lanka Aaye
Ram Mudrika Lekar Sita Khojan Ko Dhaaye
Sau Yojan Saagar Ko Laangha Aur Lanka Aaye
Siya Se Milvaa Tika Ujaari Meethe Phal Khaaye
Ravan Soot Aur Sainik Maare Lanka Bhi Jalaaye
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Ram Mudrika Siya Ko Dekar Chudamani Lekar
Ram Ke Paas Pahunche Bajrang Bali Udkar
Bajrang Bali Udkar, Bajrang Bali Udkar
Ram Mudrika Siya Ko Dekar Chudamani Lekar
Ram Ke Paas Pahunche Bajrang Bali Udkar
Vaanar Sena Sangh Chale Sena Naayak Bankar
Aa Pahunche Shri Ram Ke Sang Dakshin Saagar Tat Par
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Birnal Neel Ke Saath Sindhu Par Setu Banaaye Hain
Saari Vaanar Sena Lanka Tak Pahunchaaye Hain
Lanka Tak Pahunchaaye Hain, Lanka Tak Pahunchaaye Hain
Birnal Neel Ke Saath Sindhu Par Setu Banaaye Hain
Saari Vaanar Sena Lanka Tak Pahunchaaye Hain
Ravan Yuddh Mein Ramchandra Ka Saath Nibhaaye Hain
Shakti Lagi To Poortila Lakshman Ko Bachaaye Hain
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Ahiravan Ke Nagar Mein Jaa Ut Paat Machaaye Hain
Makardhwaj Ko Baandh Ke Ahiravan Ko Mitaaye Hain
Ahiravan Ko Mitaaye Hain, Ahiravan Ko Mitaaye Hain
Ahiravan Ke Nagar Mein Jaa Ut Paat Machaaye Hain
Makardhwaj Ko Baandh Ke Ahiravan Ko Mitaaye Hain
Panchmukhi Aakaar Yahi Hanumat Ne Banaaye Hain
Ram Lakhan Donon Ke Praan Hanumat Ne Bachaaye Hain
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Sankat Mochan Hain Bajrangi Sena Naayak Hain
Santo Aur Bhakton Ke Bhagwan Sada Sahaayak Hain
Bhagwan Sada Sahaayak Hain, Bhagwan Sada Sahaayak Hain
Sankat Mochan Hain Bajrangi Sena Naayak Hain
Santo Aur Bhakton Ke Bhagwan Sada Sahaayak Hain
Girdhari Hain Baldhaari Hain Abhay Ke Daayak Hain
Param Kushal Hain Param Chatur Hain Ye Sab Laayak Hain
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Ram Rajya Ke Saakshi Banane Avadh Mein Aate Hain
Sada Sada Ko Ram Ke Ye Sevak Ban Jaate Hain
Ram Sevak Ban Jaate Hain, Ram Sevak Ban Jaate Hain
Ram Rajya Ke Saakshi Banane Avadh Mein Aate Hain
Sada Sada Ko Ram Ke Ye Sevak Ban Jaate Hain
Apna Seena Chir Ke Sita Ram Dikhate Hain
Poore Tan Par Ram Naam Sindoor Lagaate Hain
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Sita Maa Ke Raaj Dulaare Ram Ke Pyaare Hain
Mahaveer Bajrang Bali Tribhuvan Se Nyaare Hain
Tribhuvan Se Nyaare Hain, Tribhuvan Se Nyaare Hain
Sita Maa Ke Raaj Dulaare Ram Ke Pyaare Hain
Mahaveer Bajrang Bali Tribhuvan Se Nyaare Hain
Sant Bhakt Jo Sacche Man Se Inko Pukaare Hain
Bajrangi Un Sab Ke Saare Kaaj Sanvaare Hain
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Bhagwan Hum Bhi Haath Jodkar Sheesh Jhukaate Hain
Ramdoot Hain Bajrangi Hum Tumhe Manaate Hain
Hum Tumhe Manaate Hain, Hum Tumhe Manaate Hain
Bhagwan Hum Bhi Haath Jodkar Sheesh Jhukaate Hain
Ramdoot Hain Bajrangi Hum Tumhe Manaate Hain
Prem Bhakti Se Aap Ke Gun Yash Mahima Gaate Hain
He Sharanagat Vatsal Aapki Sharan Mein Aate Hain
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Maruti Nandan, Anjani Nandan, Pawanputra Hanuman
Ashta Siddhi Nav Nidhi Ke Daata Mahaveer Balwan
Mahaveer Balwan, Mahaveer Balwan
Maruti Nandan, Anjani Nandan, Pawanputra Hanuman
Ashta Siddhi Nav Nidhi Ke Daata Mahaveer Balwan
Aapko Sumire, Aapko Poojen, Dhare Aapka Dhyaan
Hum Sab Sukh Ye Vaibhav Paaye Do Aisa Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Jai Mahaveer Hanuman Do Bal Buddhi Ka Vardaan
Jai Bajrang Bali, Jai Bajrang Bali, Jai Bajrang Bali, Jai Bajrang Bali

महावीर बजरंगबली ग्यारहहवें रूद्र
पवनपुत्र हनुमान जी संकटमोचन
और बाल बुद्धि विद्या के धाम हैं
जब नारायण श्री हरि विष्णु ने
मानव अवतार लेकर धरती से
पाप का भार उतारें और रावण सहित
धरती के राक्षसों का संहार करके
उनका उद्धार करने का संकल्प लिया
प्रभु दशरथ और कौशल्या के पुत्र बन कर
अयोध्या में प्रकट हुए
एन्हीं श्री हरि के संकल्प को पूरा करने में
उनका सहयोग करने के लिए
हनुमान जी ने अवतार लिया
धर्म के उत्थान और भक्तों के कल्याण के लिए
केसरी महाराज के घर में हनुमान जी का जन्म हुआ
बचपन से ही अतुलित बल के धारी हनुमान ने रामदूत बन कर
सीता राम के मिलन में सहयोग लिया
भक्ति की नई मिसाल प्रस्तुत की
और भगवान श्री राम के लिए भी संकट मोचन बने
बोलिये
महावीर बजरंगबली की ..जय
जय हनुमान ज्ञान गुन सागर बल विद्या के धाम
जय बजरंग बली बल धारी सुमिरौ पावन नाम
सुमिरौ पावन नाम, ओ…सुमिरौ पावन नाम
जय हनुमान ज्ञान गुन सागर बल विद्या के धाम
जय बजरंग बली बल धारी सुमिरौ पावन नाम
राम दूत बलिहारी तुम पर स्वयं प्रभु श्री राम
संकट मोचन मारुति नंदन बारंबार प्रणाम
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान

जब रामावत अरले श्री हरि विष्णु धारा पर आयें
शिव जी ने भी साथ निभाने के विचार मन लाए
निभाने के विचार मन लाए, निभाने के विचार मन लाए
जब रामावत अरले श्री हरि विष्णु धारा पर आयें
शिव जी ने भी साथ निभाने के विचार मन लाए
हरि और हर डोनों ने मिलकर मन हर खेल रचाए
नर और वानर बनकर डोनों अपना वचन निभायें
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
किष्किंधा में जनम लिया अंजनी के लाल कहाये
पिता केसरी अदभुत बालक देख देख हर्षाये
बालक देख देख हर्षाये, बालक देख देख हर्षाये
किष्किंधा में जनम लिया अंजनी के लाल कहाये
पिता केसरी अदभुत बालक देख देख हर्षाये
अपने तन में पवन देव का पावन तेज समाये
रूद्र रूप शिव स्वयं धारा पर वानर बनकर आये
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
अंजनी माँ की भगवान में खेले नन्हें बालक बनकर
घूमे अपने पिता केसरी के खंडे पर चढ़कर
केसरी के खंडे पर चढ़कर, केसरी के खंडे पर चढ़कर
अंजनी माँ की भगवान में खेले नन्हें बालक बनकर
घूमे अपने पिता केसरी के खंडे पर चढ़कर
लीला करते पेड़ और पर्वत पर उछल उछल कर
माता पिता देखते इनको मन में ममता भर कर
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
एक दिवस ये नन्हें बालक खेल रहे द वैन में
देखा सुबह-सुबह का सूरज उगते हुए गगन में
सूरज उगते हुए गगन में, सूरज उगते हुए गगन में
एक दिवस ये नन्हें बालक खेल रहे द वैन में
देखा सुबह-सुबह का सूरज उगते हुए गगन में
फ़ल समझ खाने का विचार आया जब मन में का उपयोग करें
उड़े गगन की ओर पवनसुत, ले अतुलित बल तन में
जय जय महावीर हनुमान दो बल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
अतुलित बल के धरि उद्कर लागे नापने अंबर
नन्हें बालक द पार पाहुंचे सूर्य देव तक उड़ाकर
पाहुंचे सूर्य देव तक उड़ाकर, पाहुंचे सूर्य देव तक उड़ाकर
अतुलित बल के धरि उद्कर लागे नापने अंबर
नन्हें बालक द पार पाहुंचे सूर्य देव तक उड़ाकर
वहां पाहुंच कर सूर्य देव को भर लिया मुख के अंदर
तीन लोक में मच गई फिर तो हाहाकार भयंकर
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
राहु ने इंद्र देव को जाकर सारा हाल सुनाया
इंद्र देव को क्रोध भयंकर तब बालक पर आया
बालक पर क्रोध भयंकर आया, बालक पर क्रोध भयंकर आया
राहु ने इंद्र देव को जाकर सारा हाल सुनाया
इंद्र देव को क्रोध भयंकर तब बालक पर आया
वहां पहुंच कर उन्हें पहले बालक को समझाया
और फिर अपना वज्र उठाया और बालक पर चलाया
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
मुर्छित हो गया नन्हा बालक चोट वज्र से खाकर
सूर्य देव फिर लगे चमकाने उसके मुख से निकल कर
उसके मुख से निकल कर, उसके मुख से निकल कर
मुर्छित हो गया नन्हा बालक चोट वज्र से खाकर
सूर्य देव फिर लगे चमकाने उसके मुख से निकल कर
बालक घायल देख पवन को आया क्रोध भयंकर
प्राण वायु को रोक दिया मरने लगे जीव चराचर
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
पवन देव को इंद्र आदि ने तब मिलकार समझाया
बोले विधि के ही विधान ने ये सब है करवावाया
ये सब है करवावाया, ये सब है करवावाया
पवन देव को इंद्र आदि ने तब मिलकार समझाया
बोले विधि के ही विधान ने ये सब है करवावाया
ब्रह्मा जी ने बालक में नई चेतना प्राण बसाया
फिर अदभुत बालक के विषय में सब देवों को बताया
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
ब्रह्मा बोले रुद्र रूप ये शिव का अवतारी हैं
अपने बाल और बुद्धि से तीन लोकों पर भारी हैं
तीन लोकों पर भारी हैं, तीन लोकों पर भारी हैं
ब्रह्मा बोले रुद्र रूप ये शिव का अवतारी हैं
अपने बाल और बुद्धि से तीन लोकों पर भारी हैं
केसरी और अंजनी पुत्र ये बाल विद्या धारी हैं
इसके गन से इसकी महिमा और लीला न्यारी हैं
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
ब्रह्मा इंद्र सूर्य ये सब ने उनको सम्मान दिया है
अपनी अपनी ओर से बालक को वरदान दिया है
बालक को वरदान दिया हैं, बालक को वरदान दिया है
ब्रह्मा इंद्र सूर्य ये सब ने उनको सम्मान दिया है
अपनी अपनी ओर से बालक को वरदान दिया है
अस्त्र शास्त्र आशीष दिए शास्त्रों का ज्ञान दिया है
अणु टूटने के कारण नाम नया हनुमान दिया हैं
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
सब से पाकर ज्ञान मान सम्मान और वरदान
अंजनी माँ के पास लौट आए ज्ञानी बलवान
लौट आये ज्ञानी बलवान, लौट आये ज्ञानी बलवान
सब से पाकर ज्ञान मान सम्मान और वरदान
अंजनी माँ के पास लौट आए ज्ञानी बलवान
नित्य नई लीलाएं करते बालक हनुमान
माता पिता हनुमत को माने अपने प्राण समान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
पर्वत चढ़ते वृक्ष हिलाते लीला दिखलाते
माता पिता और साथी संघी देख के हर्षाते
संघी देख के हर्षाते, संघी देख के हर्षाते
पर्वत चढ़ते वृक्ष हिलाते लीला दिखलाते
माता पिता और साथी संघी देख के हर्षाते
ऋषि मुनि ज्ञानी ध्यानी वन में ध्यान जब लगाते
बाल सुलभ लीला से हनुमत ध्यान तोड़ आते
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
अतुलित बल धरि जब पर्वत वृक्षों पर चढ़ते
पूरे पर्वत और पेड़ उससे हिलने लगते हैं
पेड़ उससे हिलने लगते, पेड़ उससे हिलने लगते
अतुलित बल धरि जब पर्वत वृक्षों पर चढ़ते
पूरे पर्वत और पेड़ उससे हिलने लगते हैं
ध्यान में बैठे ऋषि मुनि ज्ञानी तब डरने लगते
कैसे बालक को समझाएं ये विचार करते हैं
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
सारे ऋषि मुनि हमें बालक की महिमा जानते थे
शिव का रुद्र अवतार हैं ये बालक वो मानते थे
ये बालक वो मानते थे, ये बालक वो मानते थे
सारे ऋषि मुनि हमें बालक की महिमा जानते थे
शिव का रुद्र अवतार हैं ये बालक वो मानते थे
राम का सहयोग होगा ये वो पहचानते थे
इसीलिये वे क्रोध से भृकुटि नहीं तांते थे
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
फिर सब ने मिलकर आपस में सोचा विचार किया
हनुमत को अपना बल भूल जाने का श्राप दिया
भूल जाने का श्राप दिया, भूल जाने का श्राप दिया
फिर सब ने मिलकर आपस में सोचा विचार किया
हनुमत को अपना बल भूल जाने का श्राप दिया
हनुमत ने संतो के श्राप को अंगीकार किया
एक सरल वानर बनकर रहना स्वीकार किया
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
वानर पति सुग्रीव के मंत्री बने वीर हनुमान
रहने लगे उनके संग हरपाल सेवक सचिव समान
हरपाल सेवक सचिव समान, हरपाल सेवक सचिव समान
वानर पति सुग्रीव के मंत्री बने वीर हनुमान
रहने लगे उनके संग हरपाल सेवक सचिव समान
एक समय जब सिया खोजने आये राम भगवान
तब सुग्रीव से मिला बधाई दोनों का सम्मान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
राम मुद्रिका लेकर सीता खोजन को ढाये
सौ योजन सागर को लांघा और लंका आये
और लंका आये, और लंका आये
राम मुद्रिका लेकर सीता खोजन को ढाये
सौ योजन सागर को लांघा और लंका आये
सिया से मिलवा टीका उजारी मीठे फल खाये
रावण सूत और सैनिक मारे लंका भी जलाये
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
राम मुद्रिका सिया को देकर चूड़ामणि लेकर
राम के पास पाहुंचे बजरंग बली उद्कार
बजरंग बली उदकर, बजरंग बली उदकर
राम मुद्रिका सिया को देकर चूड़ामणि लेकर
राम के पास पाहुंचे बजरंग बली उद्कार
वानर सेना संघ चले सेना नायक बनकर
आ पाहुंचे श्री राम के संग दक्षिण सागर तट पर
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
बिरनाल नील के साथ सिंधु पर सेतु बनाय हैं
सारी वानर सेना लंका तक पहूंचाए हैं
लंका तक पहुंच गए हैं, लंका तक पहुंच गए हैं
बिरनाल नील के साथ सिंधु पर सेतु बनाय हैं
सारी वानर सेना लंका तक पहूंचाए हैं
रावण युद्ध में रामचन्द्र का साथ निभाये हैं
शक्ति लगी तो पूर्णिला लक्ष्मण को बचाये हैं
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
अहिरावण के नगर में जा ऊट पाट मचाए हैं
मकरध्वज को बांध के अहिरावण को मिटाते हैं
अहिरावण को मिटाये हैं, अहिरावण को मिटाये हैं
अहिरावण के नगर में जा ऊट पाट मचाए हैं
मकरध्वज को बांध के अहिरावण को मिटाते हैं
पंचमुखी आकार यहीं हनुमत ने बनाया है
राम लखन दूनों के प्राण हनुमत ने बचाए हैं
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
संकट मोचन हैं बजरंगी सेना नायक हैं
संतो और भक्तों के भगवान सदा सहायक हैं
भगवान सदा सहायक हैं, भगवान सदा सहायक हैं
संकट मोचन हैं बजरंगी सेना नायक हैं
संतो और भक्तों के भगवान सदा सहायक हैं
गिरधारी हैं बलधारी हैं अभय के दायक हैं
परम कुशल हैं परम चतुर हैं ये सब लायक हैं
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
राम राज्य के साक्षी बनें अवध में आते हैं
सदा सदा को राम के ये सेवक बन जाते हैं
राम सेवक बन जाते हैं, राम सेवक बन जाते हैं
राम राज्य के साक्षी बने अवध में आते हैं
सदा सदा को राम के ये सेवक बन जाते हैं
अपना सीना चीर के सीता राम दिखाते हैं
पूरे तन पर राम नाम सिन्दूर लगाते हैं
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
सीता माँ के राज दुलारे राम के प्यारे हैं
महावीर बजरंग बली त्रिभुवन से न्यारे हैं
त्रिभुवन से न्यारे हैं, त्रिभुवन से न्यारे हैं
सीता माँ के राज दुलारे राम के प्यारे हैं
महावीर बजरंग बली त्रिभुवन से न्यारे हैं
संत भक्त जो सच्चे मन से इनको पुकारे हैं
बजरंगी उन सबके सारे काज संवारे हैं
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
भगवान हम भी हाथ जोड़कर शीश झुकाते हैं
रामदूत हैं बजरंगी हम तुम्हें मनाते हैं
हम तुम्हें मनाते हैं, हम तुम्हें मनाते हैं
भगवान हम भी हाथ जोड़कर शीश झुकाते हैं
रामदूत हैं बजरंगी हम तुम्हें मनाते हैं
प्रेम भक्ति से आप के गुण यश महिमा गाते हैं
वह शरणागत वत्सल आपकी शरण में आते हैं
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
मारुति नंदन, अंजनी नंदन, पवनपुत्र हनुमान
अष्ट सिद्धि नव निधि के दाता महावीर बलवान
महावीर बलवान, महावीर बलवान
मारुति नंदन, अंजनी नंदन, पवनपुत्र हनुमान
अष्ट सिद्धि नव निधि के दाता महावीर बलवान
मैं आपको सुमिरे आपको पूजें, धरे आपका ध्यान
हम सब सुख ये वैभव पाये दो ऐसा वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय जय महावीर हनुमान दो बाल बुद्धि का वरदान
जय बजरंग बली, जय बजरंग बली, जय बजरंग बली, जय बजरंग बली

Credits:
- Title: Shri Hanuman Katha
- Singer: DC Madana
- Lyrics: Suresh Tiwari
- Music Director: Subhash Jena
- Edit & Gfx: Prem Graphics PG
- Music Label: Music Nova