Thursday, September 10, 2026
Thursday, September 10, 2026
HomeBhairav Baba SongsNakoda Bhairav Stuti Lyrics - Bheruji Song

Nakoda Bhairav Stuti Lyrics – Bheruji Song

- Advertisment -

नाकोड़ा भैरव स्तुति राजस्थान के नाकोड़ा तीर्थ में पूजनीय श्री नाकोड़ा भैरव की स्तुति और आराधना से संबंधित एक प्रसिद्ध जैन भक्ति रचना है। नाकोड़ा भैरव को जैन परंपरा में रक्षक देव के रूप में विशेष श्रद्धा से पूजा जाता है।

नाकोड़ा भैरव का महत्व:

नाकोड़ा जी राजस्थान के बाड़मेर जिले में स्थित एक प्रसिद्ध जैन तीर्थ है। यहाँ भगवान पार्श्वनाथ का प्राचीन मंदिर है और परिसर में श्री नाकोड़ा भैरव का भी प्रमुख स्थान है।

जैन परंपरा में नाकोड़ा भैरव को तीर्थ की रक्षा करने वाले क्षेत्रपाल देव के रूप में माना जाता है। देशभर से श्रद्धालु यहाँ दर्शन और पूजा के लिए आते हैं।

स्तुति का भाव:

  • भैरव देव को श्रद्धापूर्वक नमन करता है।
  • उनके रक्षक स्वरूप का स्मरण करता है।
  • अपने जीवन में शांति और सद्बुद्धि की कामना करता है।
  • भक्ति एवं विश्वास के साथ अपनी प्रार्थना अर्पित करता है।

Nakoda Bhairav Stuti Lyrics:

  • English
  • Hindi

Shri Sankheshwar Ke Darshan Kar
Puju Godiji Paay
Shri Nakoda Se Navnidhi Mile
Darshan Se Dukh Jaay

Shri Sankheshwar Ke Darshan Kar
Puju Godiji Paay
Shri Nakoda Se Navnidhi Mile
Darshan Se Dukh Jaay

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Shri Nakoda Bhairav Sukhdayak
Sumaru Taaru Naam
Jeevan Sukhi Karjo Aap
Siddhi Samruddhi Na Naam

Anek Musibaton Se Lipta
Aaya Hoon Tere Dar
Bina Sahara Liye Nahin
Jaa Sakta Apne Ghar

Tera Sahara Jisne Bhi
Har Kaam Mein Le Liya Hai
Uska Jeevan Sabhi Sankaton Se
Door Ho Gaya Hai

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Dev Nitya Main Maang Karta Hoon
Tere Divya Darshan Ki
Ek Baar Tu Dikha De Soorat
Tere Bhavya Mukhde Ki

Tere Paas Aane Par Har
Musibat Bhaag Jaati Hai
Tera Dwar Chadhne Par
Har Raah Nazar Aati Hai

Nakoda Bhairav Ka Jis Ghar Mein
Naam Liya Jaata Hai
Savere Uthte Hi Uska
Har Kaam Ban Jaata Hai

Jis Ghar Mein Nahin Ho Paati
Kaafi Samay Se Santaan
Teri Bhakti Ke Prabhav Se
Use Ho Jaata Hai Garbhadhaan

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Rogi Jo Ki Bahut Dinon Se
Bhogta Hai Adhik Dukh
Tere Darshan Karne Se Use
Mil Jaave Sarva Sukh

Asaadhya Rogiyon Ne Bhi Tere
Darbaar Mein Sukh Paaya Hai
Dukhiyon Ke Dukh Harne Mein
Tu Sabke Sahaay Aaya Hai

Dukhi Zindagiyon Mein Sukh Bharne
Ke Liye Tu Hai Prasiddh
Teri Maanta Se Sabhi Jeev
Ban Jaate Hain Poore Samriddh

Tere Paavon Mein Pad Jaane Se
Sab Paap Door Ho Jaate Hain
Tere Divya Prabhav Se Sabke
Kasht Bhaag Jaate Hain

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Tu Jaisa Dayalu Rehta
Apne Sabhi Bhakton Par
Vaisi Hi Daya Karna Hey Nath
Mujh Yateem Par

Tu Ghut Shakti Ka Hai Vrihat
Paropkaari Bhandaar
Apne Hazaaron Bhakton Se
Karta Hai Ek Sa Pyaar

Apne Sabhi Bhakton Par
Tu Karta Hai Eksi Nazar
Har Bhakt Par Tera Chehra
Karta Poora Asar

Teri Kripa Se Uska Ho Jaaye
Jaldi Beda Paar
Teri Shubh Drishti Se Daridri Bhi
Ho Jaate Hai Saahukaar

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Har Dukhon Ko Kaatne Mein Tu
Dev Hai Poora Samarth
Tere Charanon Mein Aakar Har
Bhakt Saadhta Hai Swarth

Tera Naam Sunkar Dukhi Jan Bhi
Sukhi Ho Jaave
Tere Kadmon Mein Girne Se Mere
Manorath Poorn Ho Jaave

Jiska Manobal Aapke Prati
Hai Bahut Majboot
Uska Shatru Paksh Bhi Kya
Bigaad Sakta Hai Huzoor

Huzoor Aap Hain
Shri Nakoda Teerth Ke Rakshak
Har Yaatri Aapke Darbaar Mein
Hota Nat Mastak

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Aap Jaise Dayalu Ke Sampoorna
Saanidhya Mein Aakar
Har Jeev Sukhi Ho Jaata Hai
Aapke Darshan Paakar

Nakoda Teerth Bhoomi Par Jo
Ek Baar Aata Hai
Anek Vipadaon Se Vah
Bhaymukt Ho Jaata Hai

Vaarshik Mele Mein Jo Aapke
Karta Hai Prabhu Darshan
Uska Ghar Sansaar Ban Jaata Hai
Sukh Ka Pradarshan

Jo Bhi Sundar Bhog Lagaata
Aapko Shaadi Vivaah Par
Uske Anek Dukh Door Ho Jaate Hain
Raah Se Par

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Garbhadhaan Ki Ichchha Se Jo
Karta Hai Aapke Darshan
Usi Varsh Se Use Mil Jaata
Shubhaashirvaad Vachan

Har Nirashawadi Ko Asha
Dikhatii Hai Aapmein
Kitna Achchha Hoi Jo Aap
Dikhaai Den Pratyaksh Mein

Dhanheen Ko Milta Hai Dravya
Aapke Hi Prabhav Se
Apaar Sampatti Ko Praapt Karta
Aapke Hi Pyaar Se

Sabhi Bhakt Par Aap Dayalu Se
Rehte Hain Maalik
Aisa Sneh Kisi Anya Se Nahin
Mil Sakta Mere Maalik

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Raja Se Lekar Rank Tak
Hota Hai Darsh Ka Ichchhuk
Aapka Sundar Mukhda Dekhkar
Khush Ho Jaata Bhaavuk

Jab Se Hi Hum Tere Nikat
Aaye Hain Pratipaalak
Anya Darshani Bhi Tere
Chamatkaar Ko Virdaate Maalik

Sabhi Varg Ke Dharm Ka
Laga Rehta Hai Jamghat
Prasann Hokar Jaate Hain
Tere Dwar Se Har Waqt

Jo Aanand Nakoda Bhairav
Hum Tujh Mein Paate Hain
Anya Kisi Bhi Dev Mein Nahin Milta
Jahan Hum Jaate Hain

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Dhairya Prasannata Aur Muskuraahat
Wala Hai Chehra
Dekhkar Jhoom Uthta Hai Sabhi
Bhakton Ka Hi Chehra

Aanand Vibhor Hokar Hum
Aate Hain Tere Darshan Ko
Sukh Aur Samruddhi Dilaao
Apne Sabhi Bhakton Ko

Aanand Chha Gaya Hai Aaj Tere
Suprasiddh Naam Ka
Har Ghar Mein Ujaala Chha Gaya Tere
Divya Prakash Ka

Teri Ujjwal Jyoti Ka Hum
Karte Hain Prem Se Darshan
Dev Dilaao Humein Apne Baaki
Rahe Manorath Phal

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Vyaapaar Mera Sada Ek Sa
Bana Rahe Har Dam
Isi Asha Se Jhukte Hain
Aapke Charanon Mein Hum

Har Vyaapaar Ooncha Uthe Aur
Kamaai Deve Khoob
Main Aapki Seva Mein Rahoon Aur
Dhan Kamaoon Akhoot

Sada Aapka Smaran Ek Sa Karoon
Gareeb Nawaz
Anya Sabhi Ko Batla Doon Aapke
Darshan Ka Rivaaj

Hazaaron Anaath Sanaath Ban Gaye
Kareeb Aane Se
Dukhiyon Ke Dard Mit Jaate Hain
Aapka Khula Dwar Paane Se

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Shri Nakoda Teerth Ki Marubhoomi
Hai Kitni Pavitra
Jahan Hazaaron Yaatri Teri Bhakti Mein
Bajaate Vaajitra

Kitni Hi Vipadaon Se Ghira Hain
Kyon Na Aage Dwar
Sabko Ek Sa Milta Hai Wahan
Aapka Pyaar

Jis Dharti Par Maine Aapke
Darshan Ko Paaya Hai
Usi Dharti Par Laakhon Ne Apne
Dukhon Ko Bhulaaya Hai

Sada Aapka Dekha Gaya Hai
Ek Sa Hi Chamatkaar
Aakarshit Karta Hai Bhakton Ko
Aapke Mukhde Ka Pyaar

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Aapke Darshan Karke Apne
Aapko Dhanya Maanoonga
Usi Din Haqeeqat Mein Badnaseebi
Ko Bhaga Paoonga

Navgrahon Ki Peeda Bhi
Tere Naam Se Hai Mit Jaati
Anya Kai Upgrahon Ki Bhi
Sheeghra Shaanti Ho Jaati

Har Dardi Jab Teri Sharan
Grahan Kar Leta Hai
Sabhi Kashton Se Chhutti Paakar
Teri Sharan Samaa Jaata Hai

Anek Dardiyon Ne Apne
Dukhon Ko Bhulaaya Hai
Teri Pyaari Yaad Ko Dil Mein
Samaavesh Karaaya Hai

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Tujhe Nahin Bhool Sakta Is
Jeevan Mein Mere Nath
Janmon Janam Milta Rahe Sada
Aapka Ek Sa Saath

Achchha Bana Rahoon Aisi Asha
Karta Hoon Dev
Kya Main Aur Bhi Adhik Sukhi
Ban Sakoonga Kripalu Dev

Sharan Mein Aaye Baad Shanka
Nahin Ho Sakti Lavlesh
Aapke Darshan Karne Se Mujhe
Ho Jaata Hai Prem Vishesh

Har Prabhat Ujjwal Ho Aur
Sandhya Bhi Vaisi Hi Chahiye
Nakoda Ke Prabhav Se Mera
Jeevan Shuddh Hona Chahiye

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Nit Japta Rahoon Main Tere
Mool Mantra Ki Paanch Maala
Meri Akhand Saadhana Ka Jeevan
Mein Ho Jaave Ujaala

Ujjwal Bhavishya Ki Har Aatma
Chinta Kiya Karti Hai
Aapke Darshan Se Mujhe To
Chinta Se Mukti Milti Hai

Bhairav Shakti Yantra Ke Darshan
Se Ho Jaata Khumaar
Teri Sharan Mein Kahin Bhi Pada Rahoon
Do Aisa Pyaar

Kya Itna Hatbhaagi Hoon
Tere Darshan Nahin Paa Sakta
Sabhi Dosh Kshama Kar Do
Aisa Anyaay Nahin Ho Sakta

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Jab Se Bhakt Bana Hoon Pratipaalak
Tere Darbaar Ka
Sabhi Dosh Mit Gaye Hain Jeevan Mein
Door Vyavahaar Ka

Har Rogi Aur Bhogi Tujhe Ek
Se Hi Swarth Se Dhyaate Hain
Sabhi Apne Apne Kaaryon Mein
Safalta Ko Paate Hain

Keval Main Hi Raha Hoon Jiska
Bana Nahin Hai Kaam
Ab To Kripa Kar Do
So Sheeghra Ho Jaave Shubh Kaam

Vipadaon Mein Phans Kar Bhi
Tujhe Nahin Bhool Sakta Hoon
Tere Naam Ka Jaap Japna To
Main Nahin Chhod Sakta Hoon

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Chahe Kitni Hi Vipatti Kyon Na
Aane Pade Mujh Par
Tera Dhyan Nahin Chhod Sakta
Main Ek Pal Bhar

Chahe Musibat Ka Sagar
Umad Pade Sir Par
Tera Dhyan Bhoola Nahin Sakta
Main Ek Kshan Bhar

Laakhon Bhakt Jab Tere Darbaar Mein
Sukhi Ho Jaate Hain
To Mujhsa Daridri Kyon Na
Sukhi Ho Paave Hai

Mujhe Dev Ismein Shanka Lavlesh
Maatra Bhi Nahin Rahi
Ke Aapke Charan Chhoone Wale Bhi
Kabhi Dukhi Rahe

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Jo Stree Aapka Dhyan Hai Dharti
Nitya Praatah Uthkar
Vo Kabhi Bhi Baanjh Nahin Reh Sakti
Jeevan Bhar

Anek Sankaton Se Uska Jeevan
Paar Utar Jaavega
Parshwanath Ka Naam Lene Wala
Mukti Ko Paavega

Jo Vidyarthi Lega Aapka
Sote Uthte Naam
Vo Achchhe Ankon Se Paas Hoga
Ismein Shanka Na Jaan

Court Kacheri Wala Bhi Tujhe Kyon
Chhod Paavega Dayalu
Haara Hua Case Bhi Jeet Jaayega
Teri Bhakti Se Kripalu

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Nakoda Bhairav Agar Kisi Ko
Kabhi Aa Jaave Kubuddhi
Tere Naam Maatra Se Palbhar Mein
Vo Ban Jaave Subuddhi

Har Yaatri Tere Darshan Se
Anant Sukh Ko Paata Hai
Jeevan Mein Vo Anek Vaanchhit
Siddhiyon Ko Paata Hai

Aap Ki Har Ek Siddhi Se
Use Milega Sukh Bharpoor
Saathiyon Ka Jeevan Vo
Bana Paayega Prem Vibhor

Aapka Jo Bhakt Hoga Vo
Isse Nahin Ghabraayega
Kyonki Aapki Daya Drishti Ka
Sahara Use Mil Jaayega

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Naanavidhi Roop Dekhke
Bhakt Chakit Reh Jaate Hain
Roz Naye Rang Roop Mein Jab Ve
Aapko Paate Hain

Vaarshik Mele Ki Chhata
Bhakton Ko Karti Aakarshit
Chhote Mote Sabhi Darshak
Ghoomkar Ho Jaate Pavitra

Tera Naam Agar Koi Lekar
Vastu Chhod Deta Hai
To Vah Kshan Maatra Mein Apna
Kaam Bana Leta Hai

Jeevan Sukhi Banaane Mein Tu
Sabke Sahaayak Hota Hai
Charanon Ka Daas Banne Wale Ka Tu
Pratipaalak Hota Hai

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Har Kaam Se Sahaayak
Banne Ko Kehte Hain Naayak
Niraashaon Ko Tu Aashaon Mein
Pher Deta Hai Sahaayak

Har Muraad Ki Tere Naam Se
Safalta Maangte Hai
Kabhi Niraash Hue Na Honge
Aisa Hum Jaante Hain

Tera Sahara Liya Hai
Jis Din Se Dev Humne
Kabhi Naakaamyaab Nahin
Bane Hain Apne Mann Mein

Tere Sabhi Bhakton Pe Kripalu
Ek Si Daya Rehti Hai
Mujh Gareeb Ke Kaamon Mein Bhi
Avashya Kripa Karni Hai

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Mujh Jaise Anaadi Par
Dev Kripa Drishti Rakhna
Bigde Hue Kaamon Mein Dev
Avashya Sahaay Karna

Khadag Trishool Aur Talwaar Se
Tu Dushman Ko Maare
Kisi Mein Shakti Nahin Ki Tujhe
Saamne Aakar Lalkaare

Tera Laal Laal Chehra Dekh Ke
Dushman Bhaag Jaave
Damru Ki Aawaaz Se Thar Thar
Kaanpne Lag Jaave

Jab Dikhta Hai Koi Tera
Bhayaanak Bana Hua Chehra
Vo Ghabra Uthta Hai
Us Bechaare Ka Naazuk Mukhda

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Tu Sabhi Dost Dushman Par
Rakhta Hai Poora Ankush
Kya Majaal Koi Tere Darshan Se
Nahin Ho Paave Khush

Jab Kisi Ko Sahara Nahin Milta To
Aaye Tere Paas
Aise Kai Deen Dukhi Janon Ka
Tu Bana Hua Hai Prakash

Teri Aaraadhana Se Hazaaron
Rogiyon Ke Rog Katte Hain
Kitne Hi Dukhi Jan Tere Sahare
Rozana Palte Hain

Aadhi Vyaadhi Upaadhi Ko Mitaata
Minton Mein Bhairav
Shaakini Daakini To Tere Naammatra Se
Bhaagte Bhairav

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Bhoot Pret Ya Nar Pishaach
Nahin Aa Sakte Tere Paas
Kisi Ki Taaqat Nahin Ki
Faaltu Kar Jaave Bakwaas

Anaadi Kaal Se Tera Naam
Ek Saara Aas Prasiddh
Hazaaron Saadhakon Ne Tujhe
Divya Mantra Se Kiya Hai Siddh

Thodi Si Daya Drishti Prabhu
Hum Par Bhi Kar Daalna
Jab Se Bane Hain Tere Bhakt
Sada Humko Sambhaalna

Naya Kaam Tera Naam Liye
Bagair Nahin Kar Paavenge
Har Kaam Mein Siddhi Hum To
Tere Naam Se Kar Paayenge

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Ismein Zara Bhi Shanka Hamein
Nahin Lagti Parmeshwar
Kintu Sabhi Ko Ek Nazar Se
Pyaar Kare Praaneshwar

Bhayankar Paapon Se Ghira Dusht Bhi
Aa Jaave Tere Paas
Tu Use Kshama Kare
Uske Jeevan Ka Kar De Vikaas

Pratyek Nar Naari Apne
Swarth Se Tujhe Dhyaata Hai
Tab Tu Paropkaari Vyakti Se
Use Paas Bulaata Hai

Saare Bharat Mein Tu Bana Hua Hai
Jain Dharm Mein Vikhyaat
Karodon Logon Mein Tera Naam
Bana Hua Prakhyaat

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Har Jeev Tujhe Dekhkar
Prasann Hota Mann Mein
Sabhi Vyaadhiyon Ko Tu Naash Kar Deta
Uske Tan Mein

Kitne Hi Shraddhaalu Tere
Charan Mein Pade Rehte Hain
Anek Vipadaon Se Hamesha
Jo Ghire Rehte Hain

Bhairav Tu Sabhi Bhakton Ke
Dukh Kshan Mein Har Leta Hai
Anek Chintaon Se Chhudakar
Tu Use Khush Kar Deta Hai

Jo Vyakti Karta Hai Teri
Stuti Ka Paath Trikaal
Uske Sabhi Kaam Dhaare
Hoye Ban Jaave Tatkaal

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Is Baat Mein Shanka Mat Karna
Lavlesh Maatra Bhi
Kyonki Sat Ghatna Ismein Likhi
Hai Bhairavnath Ki

Chahe Kisi Bhi Bhakt Se Poochhna
Shanka Bina Kiye
Kyonki Hazaaron Bol Jaavenge
Apni Baat Ke Liye

Ghaav Ekaantara Harte Jaana
Mit Jaave Teri Nazar Se
Chahe Kitna Hi Puraana Kyon Na
Ban Gaya Ho Samay Se

Teri Shubh Drishti Maatra Se Jeerna Rogi
Ban Jaate Nirogi
Anek Yaatri Tere Darbaar Mein
Aate Hai Bhukt Bhogi

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Tere Charanon Mein Sir Jhukaakar
Nit Pranaam Karta Hoon
Bhairavnath Daya Karna
Teri Aas Pe Hi Jeeta Hoon

Har Kaam Mein Tu Sahaayak
Bane Rehna Mere Nath
Karodon Ka Tu Pratipaalak Hai
Dukhiyon Ko Deta Saath

Mangal Wali Kanya Jo Bhaje
Meri Stuti Ka Paath
Usi Varsh Uska Vivaah Ho Jaave
Sampoorna Thaath Baat

Shanka Na Karna Bhakton Kabhi
Aap Is Dev Par
Hum Sab Parivaar Shraddha Karte Hain
Dayalu Aap Par

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Vikram Do Hazaar Unattees Ki
Aashwin Shukla Shashthi
Aananddayak Stuti Rachi
Nemichand Ji Ki Shubh Drishti

Har Kasht Ke Samay Aap
Guruvar Mere Saath Hi Rehna
Ashok Kumar Yati Ki
Bhairavnath Binti Sunna

Sabhi Bhakton Par Bhairavnath
Ek Sa Dhyan Hi Rakhna
Aapke Hi Charanon Mein Rukmani Ko
Sada Paas Hi Rakhna

Sabhi Bhakton Par Bhairavnath
Ek Sa Dhyan Hi Rakhna
Aapke Hi Charanon Mein Rukmani Ko
Sada Paas Hi Rakhna

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath
Jai Jai Bhairavnath
Nakoda Bhairavnath

Nakoda Bhairavnath

श्री संखेश्वर के दर्शन कर
पुजू गोडीजी पाय
श्री नाकोडा से नवनिधि मिले
दर्शन से दुःख जाय

श्री संखेश्वर के दर्शन कर
पुजू गोडीजी पाय
श्री नाकोडा से नवनिधि मिले
दर्शन से दुःख जाय

जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ

श्री नाकोडा भैरव सुखदायक
सुमरू तारु नाम
जीवन सुखी करजो आप
सिद्धि समृद्धि ना नाम

अनेक मुसीबतों से लिपटा
आया हूँ तेरे दर
बिना सहारा लिए नहीं
जा सकता अपने घर

तेरा सहारा जिसने भी
हर काम में ले लिया है
उसका जीवन सभी संकटों से
दूर हो गया है

जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ

देव नित्य मैं मांग करता हूँ
तेरे दिव्य दर्शन की
एक बार तू दिखा दे सूरत
तेरे भव्य मुखड़े की

तेरे पास आने पर हर
मुसीबत भाग जाती है
तेरा द्वार चढ़ने पर
हर राह नज़र आती है

नाकोडा भैरव का जिस घर में
नाम लिया जाता है
सवेरे उठते ही उसका
हर काम बन जाता है

जिस घर में नहीं हो पाती
काफी समय से संतान
तेरी भक्ति के प्रभाव से
उसे हो जाता है गर्भाधान

जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
.
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
रोगी जो कि बहुत दिनों से
भोगता है अधिक दुःख
तेरे दर्शन करने से उसे

मिल जावे सर्वसुख
असाध्य रोगियों ने भी तेरे
दरबार में सुख पाया है
दुखियों के दुःख हरने में

तू सबके सहाय आया है
दुखी जिंदगियों में सुख भरने
के लिए तू है प्रसिद्ध
तेरी मानता से सभी जीव

बन जाते हैं पूरे समृद्ध
तेरे पांवों में पड़ जाने से
सब पाप दूर हो जाते हैं
तेरे दिव्य प्रभाव से सबके

कष्ट भाग जाते हैं
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
तू जैसा दयालु रहता
अपने सभी भक्तों पर
वैसी ही दया करना हे नाथ

मुझ यतीम पर
तू घुट शक्ति का है वृहत
परोपकारी भंडार
अपने हज़ारों भक्तों से

करता है एक सा प्यार
अपने सभी भक्तों पर
तू करता है एकसी नज़र
हर भक्त पर तेरा चेहरा

करता पूरा असर
तेरी कृपा से उसका हो जाये
जल्दी बेडा पार
तेरी शुभ दृष्टि से दरिद्री भी

हो जाते है साहूकार
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
हर दुःखों को काटने में तू
देव है पूरा समर्थ
तेरे चरणों में आकर हर

भक्त साधता है स्वार्थ
तेरा नाम सुनकर दुखी जन भी
सुखी हो जावे
तेरे कदमों में गिरने से मेरे

मनोरथ पूर्ण हो जावे
जिसका मनोबल आपके प्रति
है बहुत मजबूत
उसका शत्रुपक्ष भी क्या

बिगाड़ सकता है हुजूर
हुजूर आप हैं
श्री नाकोडा तीर्थ के रक्षक
हर यात्री आपके दरबार में

होता नत मस्तक
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
आप जैसे दयालु के संपूर्ण
सानिध्य में आकर
हर जीव सुखी हो जाता है

आपके दर्शन पाकर
नाकोडा तीर्थभूमि पर जो
एक बार आता है
अनेक विपदाओं से वह

भयमुक्त हो जाता है
वार्षिक मेले में जो आपके
करता है प्रभु दर्शन
उसका घर संसार बन जाता है

सुख का प्रदर्शन
जो भी सुंदर भोग लगाता
आपको शादी विवाह पर
उसके अनेक दुःख दूर हो जाते हैं

राह से पर
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
गर्भाधान की इच्छा से जो
करता है आपके दर्शन
उसी वर्ष से उसे मिल जाता

शुभाशिर्वाद वचन
हर निराशावादी को आशा
दिखती है आपमें
कितना अच्छा होई जो आप

दिखाई दें प्रत्यक्ष में
धनहीन को मिलता है द्रव्य
आपके ही प्रभाव से
अपार संपत्ति को प्राप्त करता

आपके ही प्यार से
सभी भक्त पर आप दयालु से
रहते हैं मालिक
ऐसा स्नेह किसी अन्य से नहीं

मिल सकता मेरे मालिक
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
राजा से लेकर रंक तक
होता है दर्शका इच्छुक
आपका सुन्दर मुखड़ा देखकर

खुश हो जाता भावुक
जब से ही हम तेरे निकट
आए हैं प्रतिपालक
अन्य दर्शनी भी तेरे

चमत्कार को विरदाते मालिक
सभी वर्गके धर्मका
लगा रहता है जमघट
प्रसन्न होकर जाते हैं

तेरे द्वार से हर वक्त
जो आनंद नाकोडा भैरव
हम तुझ में पाते हैं
अन्य किसी भी देव में नहीं मिलता

जहाँ हम जाते हैं
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
धैर्य प्रसन्नता और मुस्कुराहट
वाला है चेहरा
देखकर झूम उठता है सभी

भक्तों का ही चेहरा
आनंद विभोर होकर हम
आते हैं तेरे दर्शन को
सुख और समृद्धि दिलाओ

अपने सभी भक्तों को
आनंद छा गया है आज तेरे
सुप्रसिद्ध नाम का
हर घर में उजाला छा गया तेरे

दिव्य प्रकाश का
तेरी उज्ज्वल ज्योति का हम
करते हैं प्रेम से दर्शन
देव दिलाओ हमें अपने बाकी

रहे मनोरथ फल
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
व्यापार मेरा सदा एक सा
बना रहे हर दम
इसी आशा से झुकते हैं

आपके चरणों में हम
हर व्यापार ऊँचा उठे और
कमाई देवे खूब
मैं आपकी सेवा में रहूँ और

धन कमाऊँ अखूट
सदा आपका स्मरण एक सा करूँ
गरीब नवाज़
अन्य सभी को बतला दूँ आपके

दर्शन का रिवाज
हज़ारों अनाथ सनाथ बन गए
करीब आने से
दुखियों के दर्द मिट जाते हैं

आपका खुला द्वार पाने से
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
श्री नाकोडा तीर्थकी मरुभूमि
है कितनी पवित्र
जहाँ हज़ारों यात्री तेरी भक्ति में

बजाते वाजित्र
कितनी ही विपदाओं से घिरा हैं
क्यों न आगे द्वार
सबको एक सा मिलता है वहाँ

आपका प्यार
जिस धरती पर मैंने आपके
दर्शन को पाया है
उसी धरती पर लाखों ने अपने

दुखों को भुलाया है
सदा आपका देखा गया है
एक सा ही चमत्कार
आकर्षित करता है भक्तों को

आपके मुखड़ेका प्यार
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
आपके दर्शन करके अपने
आपको धन्य मानूँगा
उसी दिन हकीकत में बदनसीबी

को भगा पाऊँगा
नवग्रहों की पीड़ा भी
तेरे नाम से है मिट जाती
अन्य कई उपग्रहों की भी

शीघ्र शांति हो जाती
हर दर्दी जब तेरी शरण
ग्रहण कर लेता है
सभी कष्टों से छुट्टी पाकर

तेरी शरण समा जाता है
अनेक दर्दियों ने अपने
दुखों को भुलाया है
तेरी प्यारी याद को दिल में

समावेश कराया है
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
तुझे नहीं भूल सकता इस
जीवन में मेरे नाथ
जन्मों जनम मिलता रहे सदा

आपका एक सा साथ
अच्छा बना रहूँ ऐसी आशा
करता हूँ देव
क्या मैं और भी अधिक सुखी

बन सकूँ गा कृपालुदेव
शरण में आए बाद शंका
नहीं हो सकती लवलेश
आपके दर्शन करनेसेमुझे

हो जाता है प्रेम विशेष
हर प्रभात उज्ज्वल हो और
संध्या भी वैसी ही चाहिए
नाकोडा के प्रभाव से मेरा

जीवन शुद्ध होना चाहिए
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
नित जपता रहूँ मैंतेरे
मूल मंत्र की पाँच माला
मेरी अखंड साधना का जीवन

में हो जावे उजाला
उज्ज्वल भविष्य की हर आत्मा
चिंता किया करती है
आपके दर्शन से मुझे तो

चिंता से मुक्ति मिलती है
भैरव शक्ति यंत्र के दर्शन
से हो जाता खुमार
तेरी शरण में कहीं भी पड़ा रहूँ

दो ऐसा प्यार
क्या इतना हतभागी हूँ
तेरे दर्शन नहीं पा सकता
सभी दोष क्षमा कर दो

ऐसा अन्याय नहीं हो सकता
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
जब से भक्त बना हूँ प्रतिपालक
तेरे दरबार का
सभी दोष मिट गए हैं जीवन में

दूर व्यवहार का
हर रोगी और भोगी तुझे एक
से ही स्वार्थ से ध्याते हैं
सभी अपने अपने कार्यों में

सफलता को पाते हैं
केवल मैं ही रहा हूँ जिसका
बना नहीं है काम
अब तो कृपा कर दो

सो शीघ्र हो जावे शुभ काम
विपदाओं में फँस कर भी
तुझे नहीं भूल सकता हूँ
तेरे नाम का जाप जपना तो

मैं नहीं छोड़ सकता हूँ
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
चाहे कितनी ही विपत्ति क्यों न
आने पड़े मुझ पर
तेरा ध्यान नहीं छोड़ सकता

मैं एक पल भर
चाहे मुसीबत का सागर
उमड़ पड़े सिर पर
तेरा ध्यान भूला नहीं सकता

मैं एक क्षण भर
लाखों भक्त जब तेरे दरबार में
सुखी हो जाते हैं
तो मुझसा दरिद्री क्यों न

सुखी हो पावे है
मुझे देव इसमें शंका लवलेश
मात्र भी नहीं रही
के आपके चरण छूने वाले भी

कभी दुखी रहे
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
जो स्त्री आपका ध्यान है धरती
नित्य प्रातः उठकर
वो कभी भी बाँझ नहीं रह सकती

जीवन भर
अनेक संकटों से उसका जीवन
पार उतर जावेगा
पार्श्वनाथ का नाम लेनेवाला

मुक्ति को पावेगा
जो विद्यार्थी लेगा आपका
सोते उठते नाम
वो अच्छे अंकों से पास होगा

इसमें शंका न जान
कोर्ट कचेरी वाला भी तुझे क्यों
छोड़ पावेगा दयालु
हारा हुआ केस भी जीत जायेगा

तेरी भक्ति से कृपालु
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
नाकोड़ा भैरव अगर किसी को
कभी आ जावे कुबुद्धि
तेरे नाम मात्र से पलभर में

वो बन जावे सुबुद्धि
हर यात्री तेरे दर्शन से
अनंत सुख को पाता है
जीवन में वो अनेक वांछित

सिद्धियों को पाता है
आप की हर एक सिद्धि से
उसे मिलेगा सुख भरपूर
साथियों का जीवन वो

बना पाएगा प्रेम विभोर
आपका जो भक्त होगा वो
इससे नहीं घबराएगा
क्योंकि आपकी दया दृष्टि का

सहारा उसे मिल जाएगा
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
नानाविधि रूप देखके
भक्त चकित रह जाते हैं
रोज नए रंग रूप में जब वे

आपको पाते हैं
वार्षिक मेले की छटा
भक्तों को करती आकर्षित
छोटे मोटे सभी दर्शक

घूमकर हो जाते पवित्र
तेरा नाम अगर कोई लेकर
वस्तु छोड़ देता है
तो वह क्षण मात्र में अपना

काम बना लेता है
जीवन सुखी बनाने में तू
सबके सहायक होता है
चरणों का दास बननेवालेका तू

प्रतिपालक होता है
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
हर काम से सहायक
बनने को कहते हैं नायक
निराशाओं को तू आशाओं में

फेर देता है सहायक
हर मुराद की तेरे नाम से
सफलता मांगते है
कभी निराश हुए न होंगे

ऐसा हम जानते हैं
तेरा सहारा लिया है
जिस दिन से देव हमने
कभी नाकामयाब नहीं

बने हैं अपने मन में
तेरे सभी भक्तों पे कृपालू
एक सी दया रहती है
मुझ गरीब के कामों में भी

अवश्य कृपा करनी है
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
मुझ जैसे अनाड़ी पर
देव कृपा दृष्टि रखना
बिगड़े हुए कामों में देव

अवश्य सहाय करना
खड्ग त्रिशूल और तलवार से
तू दुश्मन को मारे
किसी में शक्ति नहीं कि तुझे

सामने आकर ललकारे
तेरा लाल लाल चेहरा देख के
दुश्मन भाग जावे
डमरू की आवाज से थर थर

काँपने लग जावे
जब दिखता है कोई तेरा
भयानक बना हुआ चेहरा
वो घबरा उठता है

उस बेचारे का नाज़ुक मुखड़ा
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
तू सभी दोस्त दुश्मन पर
रखता है पूरा अंकुश
क्या मजाल कोई तेरे दर्शन से

नहीं हो पावे खुश
जब किसी को सहारा नहीं मिलता तो
आए तेरे पास
ऐसे कई दीन दुखी जनों का

तू बना हुआ है प्रकाश
तेरी आराधना से हजारों
रोगियों के रोग कटते हैं
कितने ही दुखी जन तेरे सहारे

रोज़ाना पलते हैं
आधी व्याधि उपाधि को मिटाता
मिनटों में भैरव
शाकिनी डाकिनी तो तेरे नाममात्र से

भागते भैरव
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
भूत प्रेत या नर पिशाच
नहीं आ सकते तेरे पास
किसी की ताकत नहीं कि

फालतू कर जावे बकवास
अनादि काल से तेरा नाम
एक सारा आस प्रसिद्ध
हजारों साधकों ने तुझे

दिव्य मंत्र से किया है सिद्ध
थोड़ी सी दया दृष्टि प्रभु
हम पर भी कर डालना
जब से बने हैं तेरे भक्त

सदा हमको संभालना
नया काम तेरा नाम लिए
बगैर नहीं कर पावेंगे
हर काम में सिद्धि हम तो

तेरे नाम से कर पाएं गे
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
इसमें ज़रा भी शंका हमें
नहीं लगती परमेश्वर
किंतु सभी को एक नज़र से

प्यार करे प्राणेश्वर
भयंकर पापों से घिरा दुष्ट भी
आ जावे तेरे पास
तू उसे क्षमा करे

उसके जीवन का कर देविकास
प्रत्येक नर नारी अपने
स्वार्थ से तुझे ध्याता है
तब तू परोपकारी व्यक्ति से

उसे पास बुलाता है
सारे भारत में तू बना हुआ है
जैन धर्म में विख्यात
करोड़ों लोगों में तेरा नाम

बना हुआ प्रख्यात
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
हर जीव तुझे देखकर
प्रसन्न होता मन में
सभी व्याधियों को तू नाश कर देता

उसके तन में
कितने ही श्रद्धालु तेरे
चरण में पड़े रहते हैं
अनेक विपदाओं से हमेशा

जो घिरे रहते हैं
भैरव तू सभी भक्तों के
दुःख क्षण में हर लेता है
अनेक चिंताओं से छुड़ाकर

तू उसे खुश कर देता है
जो व्यक्ति करता है तेरी
स्तुति का पाठ त्रिकाल
उसके सभी काम धारे

होए बन जावे तत्काल
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
इस बात में शंका मत करना
लवलेश मात्र भी
क्योंकि सत घटना इसमें लिखी

है भैरवनाथ की
चाहे किसी भी भक्त से पूछना
शंका बिना किए
क्योंकि हजारों बोल जावेंगे

अपनी बात के लिए
घाव एकांतरा हरते जाना
मिट जावे तेरी नज़र से
चाहे कितना ही पुराना क्यों ना

बन गया हो समय से
तेरी शुभ दृष्टि मात्र से जीर्णरोगी
बन जाते निरोगी
अनेक यात्री तेरे दरबार में

आते है भुक्त भोगी
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
तेरे चरणों में सिर झुकाकर
नित प्रणाम करता हूँ
भैरवनाथ दया करना

तेरी आस पे ही जीता हूँ
हर काम में तू सहायक
बने रहना मेरेनाथ
करोड़ों का तू प्रतिपालक है

दुखियों को देता साथ
मंगल वाली कन्या जो भजे
मेरी स्तुति का पाठ
उसी वर्ष उसका विवाह हो जावे

संपूर्ण ठाठ बाट
शंका ना करना भक्तों कभी
आप इस देव पर
हम सब परिवार श्रद्धा करते हैं

दयालु आप पर
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
विक्रम दो हजार उनत्तीस की
आश्विन शुक्ला षष्ठी
आनंददायक स्तुति रची

नेमीचंद जी की शुभ दृष्टि
हर कष्ट के समय आप
गुरुवर मेरे साथ ही रहना
अशोक कुमार यति की

भैरवनाथ बिनती सुनना
सभी भक्तों पर भैरवनाथ
एक सा ध्यान ही रखना
आपके ही चरणों में रुक्मणि को

सदा पास ही रखना
सभी भक्तों पर भैरवनाथ
एक सा ध्यान ही रखना
आपके ही चरणों में रुक्मणि को

सदा पास ही रखना
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ
नाकोडा भैरवनाथ
जय जय भैरवनाथ

नाकोडा भैरवनाथ

Credits:

  • Title: Nakoda Bhairav Stuti
  • Singer: Astha Lohar
  • Music Director: Subhash Jena
  • Edit & Gfx: Prem Graphics PG
  • Music Label: Music Nova

For More Bhairav Baba Songs with Lyrics, click here

Facebook Comments Box
- Advertisment -
RELATED SONGS
- Advertisment -

Most Popular

- Advertisment -

TOP CATEGORIES