Monday, May 18, 2026
Monday, May 18, 2026
HomeShiva SongsShiv Amritwani with Lyrics - Shiva Bhajan

Shiv Amritwani with Lyrics – Shiva Bhajan

- Advertisment -

“शिव अमृतवाणी” एक अत्यंत लोकप्रिय, मधुर और भावपूर्ण भक्ति रचना है, जो भगवान शिव की महिमा, स्वरूप, और कृपा का गुणगान करती है। यह वाणी भजन, मंत्र, श्लोक और स्तुतियों का एक सुंदर संगम है, जिसे सुनने और गाने से मन को शांति, आत्मिक बल, और शिव की कृपा का अनुभव होता है।

शिव अमृतवाणी सुनने के लाभ:

  1. मानसिक शांति और तनाव से मुक्ति
  2. घर के वातावरण का शुद्धिकरण
  3. शिव कृपा और आत्मिक उन्नति
  4. सकारात्मक ऊर्जा का संचार
  5. जीवन में संकटों से रक्षा और आशीर्वाद की प्राप्ति

Shiv Amritwani Lyrics:

  • English
  • Hindi

Hey Shiv Shankar Gangadhari
Teri Mahima Sabse Nyari
Hey Shiv Shankar Gangadhari
Teri Mahima Sabse Nyari

Bhakt Bade Aasha Se Aaye
Aasha Inki Toot Na Jaaye
Bhakton Ko Charano Mein Basalo
Prem Se Apne Gale Lagalo

Har Badha Ko Shambhu Hatate
Har Sankat Ko Shambhu Mitate
Karya Koi Ho Puran Karke
Itna Darun Dukh Woh Harte

Shambu Hai Amrit Ki Dhara
Sakal Jagat Ke Palanhara
Marg Nahi Jab Koi Paye
Shambhu Naiya Paar Lagaye

Shiv Ka Naam Mahasukh Dayak
Shiv Ka Naam Hai Vighnavinashak
Shiv Ka Naam Japo Mann Mere
Karo Prakashit Mann Ke Andhere

Hey Shiv Shankar Gangadhari
Teri Mahima Sabse Nyari
Hey Shiv Shankar Gangadhari
Teri Mahima Sabse Nyari

Shiv Bhakti Rahti Hai Hardam
Tyag De Aatma Chahe Nartan
Shiv Bhakti Se Shakti Milegi
Janma Maran Se Mukti Milegi

Shambhu Kripa Se Shanti Hai Milti
Patjhad Mein Hai Kaliya Khilti
Tan Aur Mann Nirmal Ho Jata
Harshit Hoke Mann Khil Jata

Shiv Mahima Jo Suni Sunaye
Janma Maran Ka Dukh Mit Jaye
Sare Manorath Poorna Ho Jaye
Jis Par Shambhu Kripa Ho Jaye

Ek Hi Ichchha Ek Hi Aasha
Shiv Darshan Ki Hai Abhilasha
Bhole Ka Darshan Mil Jaye
Sarth Yeh Jeevan Ho Jaye

Hey Shiv Shankar Gangadhari
Teri Mahima Sabse Nyari
Hey Shiv Shankar Gangadhari
Teri Mahima Sabse Nyari

Tujhe Samarpit Jeevan Sara
Teri Kripa Se Ho Ujiyara
Nishidin Hum Tere Gun Gaye
Dhul Charan Ki Sar Pe Lagaye

Jispe Ho Shankar Ki Drishti
Uske Ghar Ho Dhan Ki Vrishti
Shambhu Kripa Se Aaye Samriddhi
Shambhu Chalaye Sari Srishti

Jiska Mann Shiv Ko Hai Arpan
Uska Jeevan Ban Gaya Madhuban
Jisne Kiya Hai Mann Se Pujan
Usko Diya Shambhu Ne Darshan

Dekh Nahi Sakte Shiv Shambhu
Bhakto Ke Aankhon Mein Ashru
Har Ek Dukh Ko Pal Mein Harte
Sare Karyaj Puran Karte

Hey Shiv Shankar Gangadhari
Teri Mahima Sabse Nyari
Hey Shiv Shankar Gangadhari
Teri Mahima Sabse Nyari

Jab Prani Ko Dukh Hai Satate
Dukh Ko Har Ne Bhole Aate
Har Kanta Raste Se Hatate
Bhakto Ko Seene Se Lagate

Bhakto Ko Seene Se Lagate
Kodhi Ko Di Shivji Kaya
Banjan Ko Di Putra Ki Maya
Andhe Ko Dete Hain Aankhe

Ujali Karte Kaali Raate
Ujali Karte Kaali Raate
Pahane Tan Baghambar Chhala
Dali Kanth Sarpa Ki Mala

Bhole Ki Mahima Hai Nirali
Vipada Ho Koi Kshan Mein Tale
Vipada Ho Koi Kshan Mein Tale
Haath Jod Hum Kare Pranama

Shiv Shambhu Atulit Baldhama
Bhole Naiya Paar Lagao
Har Badha Se Hume Bachao
Har Badha Se Hume Bachao

Tere Bachche Tujhe Pukare
Vihaval Hoke Panth Nihare
Kare Aarti Hum Sab Teri
Haath Pakadalo Karo Na Deri

Haath Pakadalo Karo Na Deri
Hum Hai Papi Hum Khalakami
Humko Taro Jag Ke Swami
Jisaka Nahin Koi Rakhwala

Shambhu Uske Palanhara
Shambhu Uske Palanhara
Teri Mahima Badi Nirali
Tune Jata Mein Gang Sambhali

Jagat He Tu Apneko Mitaya
Vish Peeke Sansar Bachaya
Vish Peeke Sansar Bachaya
Jisne Odhi Shiv Ki Chadar

Paar Kiya Usne Bhav Sagar
Dhyan Dhare Jo Shiv Charano Mein
Jeevan Dhanya Ho Uska Kshano Mein
Jeevan Dhanya Ho Uska Kshano Mein

Lauta Bhar Jal Se Harshate
Bhakto Pe Mahima Barsate
Har Manasa Puri Kar Dete
Dhan Vaibhav Se Ghar Bhar Dete

Dhan Vaibhav Se Ghar Bhar Dete
Hai Somvaar Shambhu Ko Pyara
Bhakt Chadhake Jal Ki Dhara
Vrat Se Mahadev Khush Hote

Mannchaha Var Bhakt Ko Dete
Mannchaha Var Bhakt Ko Dete
Bel Patra Shankar Ko Sohe
Bhang Dhatura Mann Ko Mohe

Jo Madar Ka Phool Chadhaye
Shiv Se Woh Sukh Sampatti Paye
Shiv Se Woh Sukh Sampatti Paye
Aur Chhor Nahi Shiv Mahima Ka

Paar Na Koi Shiv Ki Daya Ka
Jab Shiv Shambhu Hai Khush Hote
Bin Mange Sab Kuchh Hai Dete
Bin Mange Sab Kuchh Hai Dete

Shiv Ki Mahima Gayiye
Kijiye Shiv Ka Jaap
Shiv Ki Mahima Gayiye
Kijiye Shiv Ka Jaap

Shiv Ki Daya Ho Jayegi
Mitenge Sab Santap
Shiv Ki Daya Ho Jayegi
Mitenge Sab Santap

Hey Shiv Shankar Gangadhari
Teri Mahima Sabse Nyari
Hey Shiv Shankar Gangadhari
Teri Mahima Sabse Nyari

Sharanagat Jo Dar Pe Aaya
Shiv Ke Charano Mein Sukh Paya
Shiv Ne Usko Gale Lagaya
Chinta Harli Klesh Mitaya

Chinta Harli Klesh Mitaya
Jai Tripureshwar Jai Nageshwar
Alakh Niranjan Namo Maheshwar
Hey Parmeshwar Kripa Ke Sagar

Bharo Bhakti Ki Meri Ghagar
Bharo Bhakti Ki Meri Ghagar
Bhole Ka Darbar Nirala
Shiv Baithe Dale Mrigchhala

Naag Khelte Bail Biraje
Bichchhu Kundal Banke Saje
Bichchhu Kundal Banke Saje
Kartikey Ganpati Sang Saje

Gaura Mata Bang Biraje
Prem Paga Parivar Hai Sohe
Anupam Chhavi Se Moko Mohe
Anupam Chhavi Se Moko Mohe

Shishu Bhushan Hai Bhole Shivji
Bhootnath Hai Shambhu Shivji
Shish Sajaye Ghani Jataye
Natmastak Hai Daso Dishaye

Natmastak Hai Daso Dishaye
Devo Mein Hai Mahadev Shiv
Mahashakti Hai Ekmev Shiv
Adi Anta Se Prithak Anokhe

Mahadev Bhakti Ke Bhookhe
Mahadev Bhakti Ke Bhookhe
Rakh Do Shiv Mein Puri Aasha
Padh Lenge Shiv Mann Ki Bhasha

Varad Hast Varadan Milega
Murjhaya Har Pushp Khilega
Murjhaya Har Pushp Khilega
Shiv Mein Hai Sansar Samaya

Leela Koi Samajh Na Paya
Aparampar Hai Shiv Ki Maya
Ajab Anokha Roop Rachaya
Ajab Anokha Roop Rachaya

Shamashano Mein Dera Dala
Gale Lapete Mund Ki Mala
Rakh Lagaye Pure Tan Mein
Saumya Chitt Rakhte Hai Mann Mein

Saumya Chitt Rakhte Hai Mann Mein
Shambhu Hai Bhole Bhandari
Din Dukhi Ke Hai Hitakari
Bhakti Se Pal Mein Vik Jate

Bhakto Ko Mann Mein Dikh Jate
Bhakto Ko Mann Mein Dikh Jate
Sath Nahi Kuchh Bhi Hai Jana
Panchhi Jaisa Yahan Thikana

Bandhu Bandhav Jab Chhutenge
Bhole Shankar Tab Sang Honge
Bhole Shankar Tab Sang Honge
Shiv Sumiran Se Nikhare Hai Mann

Shant Prafullit Hoye Jeevan
Ho Jaye Atma Jaise Tapovan
Pavan Ho Jaye Sara Tan Mann
Pavan Ho Jaye Sara Tan Mann

Shambhu Atul Seem Hai
Shambhu Gyan Ki Khan
Shambhu Atul Seem Hai
Shambhu Gyan Ki Khan

Shambhu Kr̥ipake Bin Kabhi
Milta Nahi Hai Gyan
Shambhu Kr̥ipake Bin Kabhi
Milta Nahi Hai Gyan

Hey Shiv Shankar Gangadhari
Teri Mahima Sabse Nyari
Hey Shiv Shankar Gangadhari
Teri Mahima Sabse Nyari

Bhakt Bhale Bhule Bhole Ko
Bhole Nahi Bhule Bhakto Ko
Bhakto Ko Jab Kasht Sataye
Shiv Aa Jate Bina Bulaye

Shiv Aa Jate Bina Bulaye
Shambhu Mann Mein Jyot Jalado
Andhakar Ko Dur Bhagado
Bhakti Ka Tum Marg Bata Do

Bhakto Ki Tum Pyas Bujha Do
Bhakto Ki Tum Pyas Bujha Do
Ghani Dhup Hai Kahi Hai Chhaya
Sab Kuchh Shiv Shambhu Ki Maya

Behti Hai Sukh Dukh Ki Dhara
Shiv Leela Ka Khel Hai Sara
Shiv Leela Ka Khel Hai Sara
Ashutosh Jiske Rakhwale

Jiske Ghar Mein Rahe Ujale
Jisne Bhole Pe Sab Chhoda
Uske Path Mein Na Aaye Roda
Uske Path Mein Na Aaye Roda

Sankat Mein Sab Tujhe Pukare
Roke Tera Panth Nihare
Jo Bhi Paye Tera Sahara
Uski Naiya Paye Kinara

Uski Naiya Paye Kinara
Bhatke Ko Shiv Raah Dikhaye
Har Mushkil Ko Saral Banaye
Bhakti Se Bhole Vik Jaye

Pulkit Ho Karuna Barsaye
Pulkit Ho Karuna Barsaye
Jo Bhole Se Kare Yachana
Uski Puri Hoye Kamana

Haath Jode Jo Kare Vandana
Dukh Se Uska Nahi Samana
Dukh Se Uska Nahi Samana
Vishnu Karte Shiv Ki Pooja

Isht Nahi Shiv Sa Koi Duja
Ram Ne Jab Sagar Khola Tha
Pehle Shiv Se Aashish Manga
Pehle Shiv Se Aashish Manga

Shiv Apar Hai Shiv Anant Hai
Chhupe Rudra Mein Dig Digant Hai
Shambhu Shunya Bhi Shambhu Gagan Bhi
Shambhu Janam Hai Shambhu Maran Bhi

Shambhu Janam Hai Shambhu Maran Bhi
Jyotirlingo Mein Hai Jyoti
Darshan Se Mann Kalika Khilti
Mann Nirbhay Nirmal Ho Jata

Janam Janam Ka Sukh Mil Jata
Janam Janam Ka Sukh Mil Jata
Jab Shiv Damru Dam Dam Baje
Srishti Sari Chham Chham Nache

Kan Kan Sur Se Pavan Kar De
Naadbrahm Mann Shital Kar De
Naadbrahm Mann Shital Kar De
Mahadev Aankho Ko Kholo

Naino Mein Sukh Amrit Gholo
Trupt Karo Aatma Humari
Kripa Karo Hum Pe Tripurari
Kripa Karo Hum Pe Tripurari

Jo Shiv Ka Pujan Kare
Mann Rakhe Vishwas
Jo Shiv Ka Pujan Kare
Mann Rakhe Vishwas

Kabhi Na Hoye Dukh Koi
Rog Na Aaye Paas
Kabhi Na Hoye Dukh Koi
Rog Na Aaye Paas

Hey Shiv Shankar Gangadhari
Teri Mahima Sabse Nyari
Hey Shiv Shankar Gangadhari
Teri Mahima Sabse Nyari

Natmastak Hoon Hume Ubharo
Gehri Nadiya Paar Utaro
Satvikta Se Aangan Bhar Do
Ang Ang Bhaktimay Kar Do

Ang Ang Bhaktimay Kar Do
Vishyo Ne Hai Humko Ghera
Pap Ne Dala Mann Mein Dera
Mit Jaye Sari Aasakti

Aashirwad Mein De Do Bhakti
Aashirwad Mein De Do Bhakti
Bhavsagar Mein Dub Rahe Hai
Janm Jaal Mein Jhujh Rahe Hai

Maya Moh Se Hume Bachalo
Tum Charano Mein Hume Basalo
Tum Charano Mein Hume Basalo
Nahi Koi Bhay Na Koi Shanka

Jab Hoye Shiv Ki Anukampa
Shiv Ki Bhakti Hai Phaldayak
Nahi Koi Tab Shambhu Sahayak
Nahi Koi Tab Shambhu Sahayak

Shiv Mahima Ko Koi Na Jane
Shivleela Na Koi Pahchane
Tribhuvan Bhay Se Thar Thar Dole
Jab Trinetra Shiv Shambhu Khole

Jab Trinetra Shiv Shambhu Khole
Hato Mein Trishul Sajaye
Shiv Baithe Hai Do Nirmaye
Jisne Shiv Bhakti Ko Sadha

Karya Purti Mein Aaye Na Badha
Karya Purti Mein Aaye Na Badha
Shiv Shambhu Ka Pujan Karlo
Khali Jholi Pal Mein Bharlo

Sukh Shantimay Jeevan Hoga
Jeevan Mano Madhuban Hoga
Jeevan Mano Madhuban Hoga
Apna Koi Nahi Hai Jag Mein

Ghor Andhera Chhaya Path Mein
Hey Shiv Shankar Kashta Mitao
Sari Vipada Dur Bhagao
Sari Vipada Dur Bhagao

Aas Liye Hum Dar Pe Aaye
Tum Bin Sankat Kon Mitaye
Tere Bharose Jeevan Chhoda
Sare Jag Se Nata Toda

Sare Jag Se Nata Toda
Shiv Mahima Ko Bhakt Jo Gate
Shivji Unpe Kripa Lutate
Jeevan Ka Shubh Mangal Karte

Bhakto Ka Mann Sukh Se Bharte
Bhakto Ka Mann Sukh Se Bharte
Shambhu Hai Jag Ke Rakhwale
Kar Liya Jeevan Unke Hawale

Vighna Harenge Kripa Karenge
Sare Dukh Shiv Shambhu Harenge
Sare Dukh Shiv Shambhu Harenge
Shiv Yogi Hai Shiv Sanyasi

Sarvavyapta Shambhu Kailashi
Humne Mandir Mann Ko Banaya
Bhavo Se Hai Khoob Sajaya
Bhavo Se Hai Khoob Sajaya

Naino Mein Shiv Ki Chhabi
Ur Mein Shiv Ka Naam
Naino Mein Shiv Ki Chhabi
Ur Mein Shiv Ka Naam

Bin Mange Sab Paoge
Banenge Sare Kaam
Bin Mange Sab Paoge
Banenge Sare Kaam

Hey Shiv Shankar Gangadhari
Teri Mahima Sabse Nyari
Hey Shiv Shankar Gangadhari
Teri Mahima Sabse Nyari

Hey Shiv Shankar Gangadhari
Teri Mahima Sabse Nyari
Hey Shiv Shankar Gangadhari
Teri Mahima Sabse Nyari

हे शिव शंकर गंगाधारी
तेरी महिमा सबसे न्यारी
हे शिव शंकर गंगाधारी
तेरी महिमा सबसे न्यारी

भक्त बड़े आशा से आये
आशा इनकी टूट ना जाए
भक्तों को चरणो में बसालो
प्रेम से अपने गले लगालो

हर बाधा को शम्भू हटाते
हर संकट को शम्भू मिटाते
कार्य कोई हो पूरन करके
इतना दरुन दुख वो हरते

शंभू है अमृत की धारा
सकल जगत के पालनहार
मार्ग नहीं जब कोई पाये
शम्भू नैया पार लगाये

शिव का नाम महासुख दायक
शिव का नाम है विघ्नविनाशक
शिव का नाम जपो मन मेरे
करो प्रकाशित मन के अँधेरे

हे शिव शंकर गंगाधारी
तेरी महिमा सबसे न्यारी
हे शिव शंकर गंगाधारी
तेरी महिमा सबसे न्यारी

शिव भक्ति रहती है हरदम
त्याग दे आत्मा चाहे नर्तन
शिव भक्ति से शक्ति मिलेगी
जन्म मरण से मुक्ति मिलेगी

शंभु कृपा से शांति है मिलती
पतझड़ में है कलिया खिलती
तन और मन निर्मल हो जाता
हर्षित होके मन खिल जाता

शिव महिमा जो सुनी सुनाए
जन्म मरण का दुःख मिट जाए
सारे मनोरथ पूर्णा हो जाए
जिस पर शम्भू कृपा हो जाए

एक ही इच्छा एक ही आशा
शिव दर्शन की है अभिलाषा
भोले का दर्शन मिल जाए
सार्थ ये जीवन हो जाए

हे शिव शंकर गंगाधारी
तेरी महिमा सबसे न्यारी
हे शिव शंकर गंगाधारी
तेरी महिमा सबसे न्यारी

तुझे समर्पित जीवन सारा
तेरी कृपा से हो उजियारा
निशिदिन हम तेरे गुन गए
धूल चरन की सर पे लगाये

जिसपे हो शंकर की दृष्टि
उसके घर हो धन की वृष्टि
शम्भु कृपा से आयें समृद्धि
शंभू चलाये सारी सृष्टि

जिसका मन शिव को है अर्पण
उसका जीवन बन गया मधुबन
जिसने किया है मन से पूजन
उसको दिया शंभू ने दर्शन

देख नहीं सकते शिव शम्भू
भक्तों की आँखों में अश्रु
हर एक दुख को पल में हरते
सारे कार्य पूरन करते

हे शिव शंकर गंगाधारी
तेरी महिमा सबसे न्यारी
हे शिव शंकर गंगाधारी
तेरी महिमा सबसे न्यारी

जब प्राण को दुख है सताते
दुख को हर ने भोले आते
हर कांटा रस्ते से हटाते
भक्तों को सीने से लगाते हैं

भक्तों को सीने से लगाते हैं
कोढ़ी को दी शिवजी काया
बंजन को दी पुत्र की माया
अंधे को देते हैं आंखें

उजली करते काली रातें
उजली करते काली रातें
पहाणे तन बाघम्बर छला
डाली कंठ सर्प की माला

भोले की महिमा है निराली
विपदा हो कोई क्षण में तले
विपदा हो कोई क्षण में तले
हाथ जोड़ हम करे प्रणाम

शिव शम्भू अतुलित बलधामा
भोले नैया पार लगाओ
हर बाधा से हमें बचाओ
हर बाधा से हमें बचाओ

तेरे बच्चे तुझे पुकारे
विहावल होके पंथ निहारे
करे आरती हम सब तेरी
हाथ पकड़लो करो ना देरी

हाथ पकड़लो करो ना देरी
हम हैं पापी हम ख़लाकामी
हमको तारो जग के स्वामी
जिसका नहीं कोई रखवाला

शंभू उसके पालनहारा
शंभू उसके पालनहारा
तेरी महिमा बड़ी निराली
तूने जटा में गंग संभाली

जगत हे तु अपनेको मितया
विष पीके संसार बचाया
विष पीके संसार बचाया
जिसने ओढ़ी शिव की चादर

पार किया उसने भव सागर
ध्यान धरे जो शिव चरणो में
जीवन धन्य हो उसका क्षणो में
जीवन धन्य हो उसका क्षणो में

लौट भर जल से हर्षते
भक्तों पे महिमा बरसते
हर मनसा पूरी कर देते
धन वैभव से घर भर देते

धन वैभव से घर भर देते
है सोमवार शंभू को प्यारा
भक्त चढ़के जल की धारा
व्रत से महादेव खुश होते

मनचाहा वर भक्त को देते
मनचाहा वर भक्त को देते
बेल पत्र शंकर को सोहे
भांग धतूरा मन को मोहे

जो मदर का फूल चढ़ाए
शिव से वो सुख सम्पत्ति पाये
शिव से वो सुख सम्पत्ति पाये
और छोड़ नहीं शिव महिमा का

पार ना कोई शिव की दया का
जब शिव शम्भू है खुश होते
बिन मांगे सब कुछ है देते
बिन मांगे सब कुछ है देते

शिव की महिमा गाइए
शिव का जाप करो
शिव की महिमा गाइए
शिव का जाप करो

शिव की दया हो जाएगी
मिटेंगे सब संताप
शिव की दया हो जाएगी
मिटेंगे सब संताप

हे शिव शंकर गंगाधारी
तेरी महिमा सबसे न्यारी
हे शिव शंकर गंगाधारी
तेरी महिमा सबसे न्यारी

शरणागत जो दर पे आया
शिव के चरणों में सुख पाया
शिव ने उसको गले लगाया
चिंता हरली क्लेश मिटाया

चिंता हरली क्लेश मिटाया
जय त्रिपुरेश्वर जय नागेश्वर
अलख निरंजन नमो महेश्वर
हे परमेश्वर कृपा के सागर

भरो भक्ति की मेरी घाघरा
भरो भक्ति की मेरी घाघरा
भोले का दरबार निराला
शिव बैठे दले मृगछाला

नाग खेलते बैल बिराजे
बिच्छू कुंडल बनके साजे
बिच्छू कुंडल बनके साजे
कार्तिकेय गणपति संग साजे

गौरा माता बंग बिराजे
प्रेम पगा परिवार है सोहे
अनुपम छवि से मोको मोहे
अनुपम छवि से मोको मोहे

शिशु भूषण है भोले शिवजी
भूतनाथ है शम्भू शिवजी
शीश सजाये घणी जटाये
नतमस्तक है दसो दिशाये

नतमस्तक है दसो दिशाये
देवो में है महादेव शिव
महाशक्ति है एकमेव शिव
आदि अन्ता से परे अनोखे

महादेव भक्ति के भूखे
महादेव भक्ति के भूखे
रख दो शिव में पूरी आशा
पढ़ लेंगे शिव मन की भाषा

वरद हस्त वरदान मिलेगा
मुरझाया हर पुष्प खिलेगा
मुरझाया हर पुष्प खिलेगा
शिव में है संसार समय

लीला कोई समझ ना पाया
अपरम्पार है शिव की माया
अजब अनोखा रूप रचाया
अजब अनोखा रूप रचाया

शमशानो में डेरा डाला
गले लपेटे मुंड की माला
राख लगाए पुरे तन में
सौम्य चित्त रखते हैं मन में

सौम्य चित्त रखते हैं मन में
शंभू है भोले भंडारी
दिन दुखी के है हितकारी
भक्ति से पल में विकसित होते

भक्तों को मन में दिख जाते हैं
भक्तों को मन में दिख जाते हैं
साथ नहीं कुछ भी है जाना
पंछी जैसा यहां ठिकाना

बंधु बांधव जब छुटेंगे
भोले शंकर तब संग होंगे
भोले शंकर तब संग होंगे
शिव सुमिरन से निखारे है मन

शांत प्रफुल्लित होये जीवन
हो जाए आत्मा जैसे तपोवन
पवन हो जाए सारा तन मन
पवन हो जाए सारा तन मन

शंभू अतुल सीम है
शंभू ज्ञान की खान
शंभू अतुल सीम है
शंभू ज्ञान की खान

शम्भू कृपके बिन कबि
मिलता नहीं है ज्ञान
शम्भू कृपके बिन कबि
मिलता नहीं है ज्ञान

हे शिव शंकर गंगाधारी
तेरी महिमा सबसे न्यारी
हे शिव शंकर गंगाधारी
तेरी महिमा सबसे न्यारी

भक्त भले भूले भोले को
भोले नहीं भूले भक्तों को
भक्तों को जब कष्ट सताए
शिव आ जाते बिना बुलाए

शिव आ जाते बिना बुलाए
शंभू मन में ज्योत जलादो
अन्धकार को दूर भगादो
भक्ति का तुम मार्ग बता दो

भक्तों की तुम प्यास बुझा दो
भक्तों की तुम प्यास बुझा दो
घनी धूप है कहीं है छाया
सब कुछ शिव शम्भु की माया

बहती है सुख दुख की धारा
शिव लीला का खेल है सारा
शिव लीला का खेल है सारा
आशुतोष जिसके रखवाले

जिसके घर में रहे उजाले
जिसने भोले पे सब छोड़ा
उसके पथ में न आए रोड़ा
उसके पथ में न आए रोड़ा

संकट में सब तुझे पुकारे
रोके तेरा पंथ निहारे
जो भी पाए तेरा सहारा
उसकी नैया पाए किनारा

उसकी नैया पाए किनारा
भटके को शिव राह दिखाये
हर मुश्किल को सरल बनाएं
भक्ति से भोले विक जाए

पुलकित हो करुणा बरसाए
पुलकित हो करुणा बरसाए
जो भोले से करे याचना
उसकी पूरी होये कामना

हाथ जोड़े जो करे वंदना
दुख से उसका सामना नहीं
दुख से उसका सामना नहीं
विष्णु करते शिव की पूजा

इष्ट नहीं शिव सा कोई दूजा
राम ने जब सागर खोला था
पहले शिव से आशीष मंगा
पहले शिव से आशीष मंगा

शिव अपार है शिव अनंत है
छुपे रुद्र में दिग दिगंत है
शम्भु शून्य भी शम्भु गगन भी
शम्भु जनम है शम्भू मरण भी

शम्भु जनम है शम्भू मरण भी
ज्योतिर्लिंगो में है ज्योति
दर्शन से मन कालिका खिलती
मन निर्भय निर्मल हो जाता

जनम जनम का सुख मिल जाता
जनम जनम का सुख मिल जाता
जब शिव डमरू डम डम बाजे
सृष्टि सारी छम छम नाचे

कण कण सुर से पावन कर दे
नादब्रह्म मन शीतल कर दे
नादब्रह्म मन शीतल कर दे
महादेव आँखों को खोलो

नैनो में सुख अमृत घोलो
तृप्त करो आत्मा हमारी
कृपा करो हम पे त्रिपुरारी
कृपा करो हम पे त्रिपुरारी

जो शिव का पूजन करे
मन राखे विश्वास
जो शिव का पूजन करे
मन राखे विश्वास

कभी ना होए दुख कोई
रोग ना आए पास
कभी ना होए दुख कोई
रोग ना आए पास

हे शिव शंकर गंगाधारी
तेरी महिमा सबसे न्यारी
हे शिव शंकर गंगाधारी
तेरी महिमा सबसे न्यारी

नटमस्तक हूं हमे उभरो
गहरी नदिया पार उतारो
सात्विकता से आँगन भर दो
अंग अंग भक्तिमय कर दो

अंग अंग भक्तिमय कर दो
विषयो ने है हमको घेरा
पाप ने डाला मन में डेरा
मिट जाए सारि आसक्ति

आशीर्वाद में दे दो भक्ति
आशीर्वाद में दे दो भक्ति
भवसागर में डूब रहे हैं
जन्म जाल में झुज रहे है

माया मोह से हमें बचालो
तुम चरणो में हमे बसालो
तुम चरणो में हमे बसालो
नहीं कोई भय न कोई शंका

जब होए शिव की अनुकंपा
शिव की भक्ति है फलदायक
नहीं कोई तब शम्भू सहायक
नहीं कोई तब शम्भू सहायक

शिव महिमा को कोई ना जाने
शिवलीला ना कोई पहचाने
त्रिभुवन भय से थर-थर डोले
जब त्रिनेत्र शिव शम्भू खोले

जब त्रिनेत्र शिव शम्भू खोले
हतो में त्रिशूल सजाये
शिव बैठे हैं दो निर्माये
जिसने शिव भक्ति को साधा

कार्य पूर्ति में आये ना बढ़ा
कार्य पूर्ति में आये ना बढ़ा
शिव शंभू का पूजन करलो
खाली झोली पल में भरलो

सुख शांतिमय जीवन होगा
जीवन मनो मधुबन होगा
जीवन मनो मधुबन होगा
अपना कोई नहीं है जग में

घोर अँधेरा छाया पथ में
हे शिव शंकर कष्ट मिटाओ
सारी विपदा दूर भगाओ
सारी विपदा दूर भगाओ

आस लिए हम दर पे आये
तुम बिन संकट कोण मिटाए
तेरे भरोसे जीवन छोड़ा
सारे जग से नाता तोड़ा

सारे जग से नाता तोड़ा
शिव महिमा को भक्त जो द्वार
शिवजी उनपे कृपा लुटाते
जीवन का शुभ मंगल करते

भक्तों का मन सुख से भरते
भक्तों का मन सुख से भरते
शंभू है जग के रखवाले
कर लिया जीवन उनके हवाले

विघ्न हारेंगे कृपा करेंगे
सारे दुःख शिव शम्भू हारेंगे
सारे दुःख शिव शम्भू हारेंगे
शिव योगी है शिव सन्यासी

सर्वव्याप्त शम्भु कैलाशी
हमने मंदिर मन को बनाया
भावो से है खूब सजाया
भावो से है खूब सजाया

नैनो में शिव की छबी
उर में शिव का नाम
नैनो में शिव की छबी
उर में शिव का नाम

बिन मांगे सब पाओगे
बनेंगे सारे काम
बिन मांगे सब पाओगे
बनेंगे सारे काम

हे शिव शंकर गंगाधारी
तेरी महिमा सबसे न्यारी
हे शिव शंकर गंगाधारी
तेरी महिमा सबसे न्यारी

हे शिव शंकर गंगाधारी
तेरी महिमा सबसे न्यारी
हे शिव शंकर गंगाधारी

Credits:

  • Title: Shiv Amritwani
  • Singer: Astha Lohar
  • Music Director: Subhash Jena
  • Lyrics: SP Verma
  • Edit & Gfx: Mind Pro
  • Music Label: Music Nova
Facebook Comments Box
- Advertisment -
RELATED SONGS
- Advertisment -

Most Popular

- Advertisment -

TOP CATEGORIES