Sunday, April 27, 2025
Sunday, April 27, 2025
HomeHanuman SongsTum Na Hote Toh Kya Hota Hanuman Ji | Hanuman Bhajan |...

Tum Na Hote Toh Kya Hota Hanuman Ji | Hanuman Bhajan | Udit Narayan | Bhakti Song | Bhajan Songs

Credits:

  • Singer: Udit Narayan
  • Music Director: Navin-Manish
  • Lyrics: Manish Tripathi
  • Song Programming: Sandeep Mitra (Suman)
  • Tabla & Percussions: Shreedhar Chari
  • Dholak: Shashikant Sharma & Dharmveer Saroj
  • Flute: Vijay Tambi
  • Sitar: Umashankar Shukla
  • Mendoline: Dinesh Bhosale
  • Edit & Gfx: Prem Graphics PG
  • Music Label: Music Nova

Lyrics:

Jai Jai Siya Ram Ki
Jai Bolo Hanuman Ki
Jai Jai Siya Ram Ki
Jai Bolo Hanuman Ki

Na Paar Samundar Milti Prabhu Ko Janaki
Na Lakhan Lal Ko Milti Sanjeevani Praan Ki

Tum Na Hote Toh Kya Hota Hanuman Ji
Tum Na Hote Toh Kya Hota Hanuman Ji
Hey Maruti Nandan Shat Shat Tumhe Vandan
Hey Maruti Nandan Shat Shat Tumhe Vandan

Sab Sukh Laih Tumhari Sharana
Tulsidas Yeh Kehte Hai

Sang Ho Jiske Sankat Mochan
Kasht Usse Kab Rehte Hai
Hey Maruti Nandan Shat Shat Tumhe Vandan

Ho Bhakti Ki Shakti Dikhlayi
Sagar Setu Bandhwaya
Ram Prabhu Ke Kaaj Sanware
Dharm Yudh Bhi Jeetwaya
Na Jalti Lanka Raavan Ke Abhimaan Ki

Tum Na Hote Toh Kya Hota Hanuman Ji
Tum Na Hote Toh Kya Hota Hanuman Ji
Hey Maruti Nandan Shat Shat Tumhe Vandan
Hey Maruti Nandan Shat Shat Tumhe Vandan

Mangalkarta Hey Dukh Harta
Tum Shankar Ke Avatari
Isiliye Tum Ram Ko Pyare
Ram Ki Bhakti Tumhe Pyari
Hey Maruti Nandan Shat Shat Tumhe Vandan

Mitra Sugreev Ka Ram Prabhu Se
Milan Tumhi Ne Karwaya
Vaanar Raaj Ko Raj Dilaya
Prabhu Ka Kaaj Bhi Banwaya
Na Vaanar Sena Banti Prabhu Shri Ram Ki

Tum Na Hote Toh Kya Hota Hanuman Ji
Tum Na Hote Toh Kya Hota Hanuman Ji
Hey Maruti Nandan Shat Shat Tumhe Vandan
Hey Maruti Nandan Shat Shat Tumhe Vandan

Jai Jai Siya Ram Ki
Jai Bolo Hanuman Ki

Shraddha Se Jo Arpan Kar De
Likh Kar Tumko Ram Ka Naam
Phir Kya Kehna Pal Bhar Mein Hi
Ban Jaate Hai Uske Kaam
Hey Maruti Nandan Shat Shat Tumhe Vandan

Ho, Ram Kaaj Karne Ko Aatur
Mukh Pe Tumhare Jai Shri Ram
Siya Ram Ke Jai Kare Sang
Mukh Pe Humare Jai Hanuman
Nahi Hoti Hai Tum Bin Puri Katha Shri Ram Ki

Tum Na Hote Toh Kya Hota Hanuman Ji
Tum Na Hote Toh Kya Hota Hanuman Ji

Hey Maruti Nandan Shat Shat Tumhe Vandan
Hey Maruti Nandan Shat Shat Tumhe Vandan

RELATED SONGS

Most Popular

TOP CATEGORIES