गजेंद्र मोक्ष स्तोत्रम् एक अत्यंत प्रसिद्ध और पवित्र स्तुति है जो श्रीमद्भागवत महापुराण (भागवत पुराण) के आठवें स्कंध (अष्टम स्कंध) में वर्णित है। यह स्तोत्र उस समय का है जब गजेंद्र (एक हाथी) संकट में भगवान विष्णु से प्रार्थना करता है और भगवान उसे मोक्ष प्रदान करते हैं।
गजेंद्र मोक्ष की कथा संक्षेप में:
- गजेंद्र एक महान राजा था जो अपने पूर्व जन्म में भक्त था।
- अगले जन्म में वह एक हाथी के रूप में जन्मा।
- एक बार वह अपने परिवार के साथ एक झील में स्नान कर रहा था, तभी एक मगरमच्छ (घड़ियाल) ने उसका पैर पकड़ लिया।
- गजेंद्र ने बहुत प्रयास किए, पर मगर से छूट नहीं पाया।
- जब उसे लगा कि अब उसका अंत निकट है, तब उसने भगवान विष्णु की अत्यंत भावपूर्ण स्तुति की।
- भगवान विष्णु तुरंत अपने गरुड़ वाहन पर सवार होकर आए और सुदर्शन चक्र से मगरमच्छ का वध कर दिया।
- भगवान ने गजेंद्र को मोक्ष प्रदान किया।
गजेंद्र मोक्ष स्तोत्र क्या है?
गजेंद्र ने जो स्तुति भगवान विष्णु से की, वही “गजेंद्र मोक्ष स्तोत्रम्” कहलाती है। यह एक शक्तिशाली स्तोत्र है जिसमें भगवान की शरणागतवत्सलता (जो उनकी शरण में आए, उसकी रक्षा करते हैं) का वर्णन है।
गजेंद्र मोक्ष स्तोत्र का महत्त्व:
- संकट के समय इसे पढ़ना अत्यंत फलदायक माना जाता है।
- इसे पढ़ने से भय, रोग, संकट, मानसिक तनाव और शत्रु बाधा दूर होती है।
- यह स्तोत्र भगवान विष्णु के प्रति पूर्ण समर्पण और श्रद्धा का प्रतीक है।
Gajendra Moksha Stotram Lyrics:
- English
- Hindi
Gajendra Moksh Sanatan Shastro Ka
Ek Aisa Amogh Sadhan Hai
Jiske Dwara Jeevan Ki Kathin Se Kathin
Samasya Ka Samadhan Kiya Jaa Sakta Hai
Sankalp Karke Gajendra Moksh Ka
Niyamit Paath Karne Se
Koi Bhi Manokamana Puri Ki Jaa Sakti Hai
Aur Bade Se Bade sankat Ko
Taala Jaa Sakta Hai
Shuddha Chitt Aur Sachhe Sharaddha Bhaav Se
Gajendra Moksh Padhana Sunna Athava Sunana
Teeno Roopon Se Param Kalyankari Hai
Sansaar Ke Samasta Manav Samaaj Ke
Kalyan Ki Kamana Ke Saath
Aap Sabhi Ishwar Bhakto Ko
Yeh Amogh Gajendra Moksh Stotra Samarpit Hai
Ise Sachhe Shraddha Bhaav Ke Saath
Prem Se Sune Aur Apna Mannvanchhit Phal Prapt Kare
Yon Nishchay Kar Vyavasit Mati Se
Mann Pratham Hriday Se Jod Liya
Phir Purva Janam Mein Anushikshit
Iss Param Mantra Ka Jaap Kiya
Mann Se Hai Om Naman Prabhu Ko
Jisse Yeh Jad Chetan Banta
Jo Param Purush Jo Aadi Beej
Sarvopari Jiski Ishwarta
Jisme Jisse Jiske Dwara
Jag Ki Satta Jo Swayam Yahi
Jo Karan Karya Pare Sabke
Jo Nijbhu Aaj Sharnya Wahi
Aapne Mein Hi Apni Maya
Se Hi Rache Huye Sansar
Ko Ho Kabhi Prakat Antarahit
Kabhi Dekhta Ubhay Prakar
Jo Avidhdruk Sakshi Ban Kar
Jo Parse Bhi Sada Pare
Hai Jo Swayam Prakashak Apna
Meri Raksha Aaj Kare
Lok Lokpalo Ka Inn Sabke
Karan Ka Hi Sanhar
Kar Deta Sampurna Roop Se
Mahakal Ka Kathin Kuthar
Andhakar Tab Chha Jata Hai
Ek Gahan Gambhir Apaar
Uske Paar Chamakte Jo Vibhu
Ve Le Mujhko Aaj Sambhar
Devata Tatha Rishi Log Nahi
Jinke Swaroop Ko Jaan Sake
Phir Kaun Doosra Jeev Bhala
Jo Unko Kabhi Bakhan Sake
Jo Karte Nana Roop Dhare
Leela Anek Nattulya Racha
Hai Durgam Jinka Charit Sindhu
Ve Mahapurush Le Mujhe Bacha
Narayan Shri Narayan
Bhaj Le Re Mann Narayan
Narayan Shri Narayan
Bhaj Le Re Mann Narayan
Jo Sadhu Swabhavi Sarva Suhrad Ve
Munigan Bhi Sab Sang Chhod
Bas Keval Maatra Aatma Ka Sab
Bhuton Se Sambandh Jod
Jinke Mangalmay Pad Darshan Ki
Ichchha Se Mann Mein Palan
Karte Aalok Vrat Ka Akhand
Ve Hi Hain Mere Avalamaban
Jiska Hota Hai Janam Nahi
Keval Bhram Se Hota Pratit
Jo Karma Aur Gun Dosh Tatha
Jo Naam Roop Se Hai Atit
Rachni Hoti Jab Srishti Kintu
Jab Karna Hota Uska Lay
Tab Angikrut Kar Leta Hai
Inn Dharmo Ko Vah Yatha Samay
Hey Avinashi Daya Karo
Sharnagat Ki Raksha Karo
Hey Avinashi Daya Karo
Sharnagat Ki Raksha Karo
Uss Parmeshawar Uss Parambramha
Uss Amit Shakti Ko Namaskar
Jo Adbhutkarma Jo Arup
Phir Bhi Leta Bahurup Dhar
Parmatma Jo Sabka Sakshi
Uss Aatmadeep Ko Namaskar
Jistak Jaane Mein Path Mein Hi
Jaate Vaani Mann Chitt Haar
Ban Satoguni Sunivruttimarga Se
Paate Jisko Vidvjjan
Jo Sukhsvarup Nirvaan Janit
Jo Mokshdhampati Usse Naman
Jo Shant Ghor Jadrup Prakat
Hote Teeno Gun Dharma Dhar
Un Saumya Gyan Ghan Nirveshesh Ko
Namaskar Hai Namaskar
Hare Krishna Hare Krishna
Krishna Krishna Hare Hare
Hare Ram Hare Ram
Ram Ram Hare Hare
Sabke Swami Sabke Sakshi
Kshetragna Tujhe Hai Namaskar
Hey Atmamul Hey Mul Prakruti
Hey Purush Namaste Baar Baar
Indriya Vishyon Ka Jo Drashta
Indriyanubhav Ka Jo Karan
Jo Vykta Asat Ki Chhaya Mein
Hey Sadabhas Hai Tujhe Naman
Sabke Karan Nishkaran Bhi
Hey Vikruttirahit Sabke Karan
Tere Charno Mein Barbar Hai
Namaskar Mera Arpan
Sab Shrutiyo Shastro Ka Saare
Jo Keval Ek Agadha Nilay
Uss Mokshroop Ko Namaskar
Jisme Paate Sajjan Aashray
Narayan Shri Nath Hare
Nath Hare Shri Nath Hare
Narayan Shri Nath Hare
Nath Hare Shri Nath Hare
Jo Gyanrup Se Chhipa Guno Ke
Bich Kashat Mein Yatha Aanal
Abhivykati Chahata Mann Jiska
Jis Samay Guno Mein Ho Hulchal
Main Namaskar Karta Usko
Jo Swayam Prakashit Hain Unme
Aatmalochan Karke Na Rahe
Jo Vidhi Nishedh Ke Bandhan Mein
Jo Mere Jaise Sharnagat
Jivo Ka Harta Hai Bandhan
Uss Mukt Amit Karuna Vaale
Aalsya Rahit Ke Liye Naman
Sab Jivo Ke Mann Ke Bhitar
Jo Hain Pratit Pratyakchetan
Ban Antaryami Hey Bhagwan
Hey Aparichinna Hain Tujhe Naman
Om Namo Narayana
Om Namo Narayana
Om Namo Narayana
Om Namo Narayana
Jiska Milna Hai Sahaj Nahi
Unn Logo Ko Jo Sada Rame
Logo Mein Dhan Mein Mitro Mein
Apne Mein Putro Mein Ghar Mein
Jo Nirgun Jiska Hriday Bich
Jan Anasakt Karte Chintan
Hey Gyanroop Hey Parmeshwar
Hey Bhagwan Mera Tujhe Naman
Jinko Vimoksha Dharmarth Kaam Ki
Ichchha Waale Jan Bhaj Kar
Vanchhit Phal Ko Pa Lete Hain
Jo Dete Tatha Aayachit Var
Jo Apne Bhajne Valo Ko
Kar Dete Unki Deh Amar
Le Ve Hi Aaj Ubaar Mujhe
Iss Sankat Se Karunasagar
Hari Sharanam Hari Sharanam
Hari Sharanam Prabhu Hari Sharanam
Hari Sharanam Hari Sharanam
Hari Sharanam Prabhu Hari Sharanam
Jinke Anant Jan Dharm Arth Ya
Kaam Moksha Purushartha Sakal
Ki Chah Nahi Rakhte Mann Mein
Jinki Bas Itni Ruchi Keval
Atyanta Vilakshan Shri Hari Ke
Jo Charit Param Mangal Sundar
Aanand Sindhu Mein Magna Rahega
Ga Kar Unko Nisi Vasar
Jo Avinashi Jo Sarva Vyapta
Sabka Swami Sabke Upar
Avyakta Kintu Adhyatma Marg Ke
Pathiko Ko Jo Hai Gochar
Indriyatit Ati Dur Sadrusha
Jo Suksham Tatha Jo Hain Aapar
Kar Kar Bakhan Main Aaj Raha
Uss Adi Purush Ko Hi Pukar
He Avinashi Daya Karo
Sharanagat Ki Raksha Karo
He Avinashi Daya Karo
Sharanagat Ki Raksha Karo
Uttpana Ved Bramhadi Dev
Ye Lok Sakal Char Aur Achar
Hote Jiski Bas Swalpa Kala Se
Nana Naam Roop Dharkar
Jyo Jwalit Agni Se Chingari
Jyo Ravi Se Kirne Nikal Nikal
Phir Laut Unhi Mein Jaati Hain
Gun Krut Prapanch Uss Bhanti Sakal
Mann Buddhi Sabhi Indriyo Tatha
Sab Vividha Yoniyo Wale Tan
Ka Jisse Prakatan Ho Jisme
Ho Jata Hai Punravartan
Vah Nahi Dev Vah Asur Nahi
Vah Nahi Mrit Vah Kliba Nahi
Vah Kaaran Athva Karya Nahi
Gun Karma Purush Ya Jeev Nahi
Hari Sharanam Hari Sharanam
Hari Sharanam Prabhu Hari Sharanam
Hari Sharanam Hari Sharanam
Hari Sharanam Prabhu Hari Sharanam
Sabka Kar Dene Par Nishedh
Jo Kuchh Reh Jata Shesh Vahi
Jo Hai Ashesh Ho Prakat Aaj
Har Le Mera Sab Klesh Vahi
Kuchh Chah Na Jivit Rahne Ki
Jo Tamsavrut Bahar Bhitar
Aise Iss Hathi Ke Tan Ko
Kya Bhala Karunga Main Rakhkar
Ichchha Itni Bandhan Jiska
Sudrudh Na Kaal Se Bhi Tute
Atma Ki Jisse Jyoti Dhanki
Agyan Wohi Mera Chhute
Uss Vishva Srujak Aj Vishwa Roop
Jag Se Bahar Jag Sutradhar
Vishwatma Bramha Parampad Ko
Iss Moksharthi Ka Namaskar
Hare Krishna Hare Krishna
Krishna Krishna Hare Hare
Hare Ram Hare Ram
Ram Ram Hare Hare
Neej Karmjaal Ko Bhakti Yog Se
Jala Yog Parishuddha Hriday
Mein Jise Dekhte Yogijan
Yogeshwar Prati Mein Nat Savinay
Ho Sakata Sahan Nahi Jiski
Trigunatmak Shakti Ka Veg Prabal
Jo Hota Tatha Pratit Dhare
Indriya Vishyo Ka Roop Sakal
Jo Durgam Unhe Malin Vishyo Mein
Jo Ki Indriyo Ke Uljhe
Sharnagat Palak Amit Shakti
Hey Barmbar Pranam Tujhe
Anbhigya Jeev Jiski Maya
Krut Ahankar Dwara Uphat
Neej Atma Se Main Uss Duranat
Mahimamay Prabhu Ke Sharnagat
Hare Krishna Hare Krishna
Krishna Krishna Hare Hare
Hare Ram Hare Ram
Ram Ram Hare Hare
Yeh Nirakar Vapu Bhedrahit Ki
Stuti Gajendra Varnit Sunkar
Aakruti Visheshwale Rupo Ke
Abhimani Bramhadi Amar
Aaye Jab Uske Paas Nahi
Tab Shri Hari Jo Aatma Ghat Ghat
Ke Hone Se Sab Dev Roop
Ho Gaye Wahan Uss Kal Prakat
Ve Dekh Usse Iss Bhanti Dukhi
Uska Yeh Aartstav Sunkar
Mann Si Gati Vaale Pakshi Raaj Ki
Chadhe Peeth Upar Stvar
Aa Panhuche Tha Gajraj Jahan
Neej Kar Mein Chakra Uthaye The
Tab Jagnivas Ke Saath Saath
Sur Bhi Stuti Karne Aaye The
Hare Krishna Hare Krishna
Krishna Krishna Hare Hare
Hare Ram Hare Ram
Ram Ram Hare Hare
Atishay Balshali Grah Jise Tha
Pakde Huye Sarovar Mein
Gajraj Dekhkar Shri Hari Ko
Aasin Garud Par Ambar Mein
Dhar Chakra Haath Mein Liye Huye
Vah Dukhiya Utha Kamal Karme
Hey Vishva Vandhya Prabhu Namaskar
Yeh Bol Utha Pidit Swar Mein
Peeda Mein Usko Pada Dekh
Bhagwan Ajanma Pade Utar
Avilamba Garud Se Phir Kripaya
Jhat Khinch Sarovar Se Bahar
Kar Gaj Ko Makar Sahit Uska
Mukh Chakradhar Se Cheer Diya
Dekhte Dekhte Surgan Ke
Hari Ne Gajendra Ko Chhuda Liya
Hare Krishna Hare Krishna
Krishna Krishna Hare Hare
Hare Ram Hare Ram
Ram Ram Hare Hare
Hare Krishna Hare Krishna
Krishna Krishna Hare Hare
Hare Ram Hare Ram
Ram Ram Hare Hare
Hare Krishna Hare Krishna
Krishna Krishna Hare Hare
Hare Ram Hare Ram
Ram Ram Hare Hare
गजेन्द्र मोक्ष सनातन शास्त्र का
एक ऐसा अमोघ साधन है
जिसके द्वार जीवन की कथा से कथा
समस्या का समाधान किया जा सकता है
संकल्प करके गजेंद्र मोक्ष का
नियामित पथ करने से
कोई भी मनोकामना पूरी कर सकती है
और बड़े से बड़े संकट को
ताला जा सकता है
शुद्ध चित्त और सच्चे श्रद्धा भाव से
गजेन्द्र मोक्ष पधाना सुन्न अथवा सुनाना
तीनो रूपो से परम कल्याणकारी है
संसार के समस्त मानव समाज के
कल्याण की कामना के साथ
आप सभी ईश्वर भक्तों को
ये अमोघ गजेंद्र मोक्ष स्तोत्र समर्पित है
इसे सच्चे श्रद्धा भाव के साथ
प्रेम से सुने और अपना मनवांछित फल प्राप्त करे
योन निश्चय कर व्यवस्था मति से
मन प्रथम हृदय से जोड़ लिया
फिर पूर्व जन्म में अनुशिक्षित
इस परम मंत्र का जाप किया
मन से है ॐ नमन प्रभु को
जिसे ये जद चेतन बंटा
जो परम पुरुष जो अनादि बीज
सर्वोपरी जिसकी ईश्वरता
जिसमें जिसके द्वारे
जग की सत्ता जो स्वयं यही
जो करण कार्य परे सबके
जो निजभु आज शरण्या वही
अपने में ही अपनी माया
से ही रचे हुए संसार
को हो कभी प्रकट अंतर्हित
कभी देखता उभय प्रकार
जो अविधद्रुक साक्षी बन कर
जो परसे भी सदा परे
है जो स्वयं प्रकाशक अपना
मेरी रक्षा आज करे
लोक लोकपालो का इन सबके
करण का ही संहार
कर देता सम्पूर्ण रूप से
महाकाल का कहिन कुठार
अंधकार तब छा जाता है
एक गहन गंभीर अपार
उसके पार चमकते जो विभु
वे ले मुझको आज सम्भार
देवता तथा ऋषि लॉग नहीं
जिनके स्वरूप को जान सके
फिर कौन दूसरा जीव भला
जो उनको कभी बखान सके
जो करे नाना रूप धरे
लीला अनेक नटतुल्य रचा
है दुर्गम जिनका चरित सिन्धु
वे महापुरुष ले मुझे बचा
नारायण श्री नारायण
भज ले रे मन नारायण
नारायण श्री नारायण
भज ले रे मन नारायण
जो साधु स्वाभावि सर्व सुह्रद वे
मुनिगण भी सब संग छोड़
बस केवल मात्र आत्मा का सब
भूतों से संबंध जोड़
जिनके मंगलमय पद दर्शन की
इच्छा से मन में पालन
करते आलोक व्रत का अखंड
वे ही हैं मेरे अवलंबन
जिसका होता है जन्म नहीं
केवल भ्रम से होता प्रतीत
जो कर्म और गुण दोष तथा
जो नाम रूप से है अतीत
रचनी होती जब सृष्टि किंतु
जब करना होता उसका ले
तब अंगीक्रुत कर लेता है
इन धर्मो को वाह यथा समय
हे अविनाशी दया करो
शरणागत की रक्षा करो
हे अविनाशी दया करो
शरणागत की रक्षा करो
उस परमेश्वर उस परमब्रम्हा
हमें अमित शक्ति को नमस्कार
जो अदभुतकर्म जो अरूप
फिर भी लेता बहुरूप धर
परमात्मा जो सबका साक्षी
हमें आत्मदीप को नमस्कार
जिस्ताक जाने में पथ में ही
जाते वाणी मन चित्त हार
बन सतोगुणी सुनिवृत्तिमार्ग से
पाते जिसको विद्वज्जन
जो सुखस्वरूप निर्वाण जनित
जो मोक्षधामपति उसे नमन
जो शान्त घोर जदरूप प्रकट
होते तीनो गुन धर्म धार
उन सौम्य ज्ञान घन निर्वेशेष को
नमस्कार है नमस्कार
हरे कृष्ण हरे कृष्ण
कृष्ण कृष्ण हरे हरे
हरे राम हरे राम
राम राम हरे हरे
सबके स्वामी, सबके साक्षी
क्षेत्रज्ञ तुझे है नमस्कार
हे आत्ममूल हे मूल प्रकृति
हे पुरुष नमस्ते बार-बार
इन्द्रिय विषयों का जो दृष्टा
इंद्रियानुभव का जो करण
जो व्यक्त असत की छाया में
हे सदाभास है तुझे नमन
सबके करण निष्करण भी
हे विकृतिरहित सबके करण
तेरे चरणों में बारबार है
नमस्कार मेरा अर्पण
सब श्रुतियो शास्त्रो के सारे
जो केवल एक अगाधा निलय
हमें मोक्षरूप को नमस्कार
जिसमें पाते सज्जन आश्रय
नारायण श्री नाथ हरे
नाथ हरे श्री नाथ हरे
नारायण श्री नाथ हरे
नाथ हरे श्री नाथ हरे
जो ज्ञानरूप से छिपा गुनो के
बिच कशात में यथा अनल
अभिव्यक्ति चाहता मन जिसका
जिस समय गुनो में हो हलचल
मैं नमस्कार करता उसको
जो स्वयं प्रकाशित हैं उनमें
आत्मलोचन करके ना रहे
जो विधि निषेध के बंधन में
जो मेरे जैसा शरणागत
जीवो का हारता है बंधन
हमसे मुक्त अमित करुणा वाले
आलस्य रहित के लिये नमन
सब जीवो के मन के भीतर
जो हैं प्रतीत प्रत्यक्षचेतन
बान अन्तर्यामी हे भगवन्
हे अपरिचिन्ना हैं तुझे नमन
ॐ नमो नारायण
ॐ नमो नारायण
ॐ नमो नारायण
ॐ नमो नारायण
जिसका मिलना है सहज नहीं
उन लोगो को जो सदा रामे
लोगो में धन में, मित्रो में
अपने में पुत्रो में घर में
जो निर्गुण जिसका हृदय बिच
जन अनासक्त कर्ता चिंतन
हे ज्ञानरूप हे परमेश्वर!
हे भगवान मेरा तुझे नमन
जिनको विमोक्ष धर्मार्थ काम की
इच्छा वाले जन भज कर
वंचित फल को पा लेते हैं
जो देते तथा अयाचित वर
जो अपने भजन वालो को
कर देते उनकी देह अमर
ले वे ही आज उबर मुझे
इस संकट से करुणासागर
हरि शरणम् हरि शरणम्
हरि शरणम् प्रभु हरि शरणम्
हरि शरणम् हरि शरणम्
हरि शरणम् प्रभु हरि शरणम्
जिनके अनंत जन धर्म अर्थ य
काम मोक्ष पुरुषार्थ सकल
की चाह नहीं रखते मन में
जिनकी बस इतनी रुचि केवल
अत्यन्त विलाक्षण श्रीहरि के
जो चरित परम मंगल सुन्दर
आनंद सिंधु में मगन रहेगा
गा कर उनको निसि वासर
जो अविनाशी जो सर्वव्याप्त
सबका स्वामी सबके ऊपर
अव्यक्त किंतु अध्यात्म मार्ग के
पथिको को जो है गोचर
इन्द्रियातीत अति दुर सदृषा
जो सुक्ष्म तथा जो हैं अपार
कर-कर बखान मैं आज रहा
हमें आदिपुरुष को ही पुकार
हे अविनाशी दया करो
शरणागत की रक्षा करो
हे अविनाशी दया करो
शरणागत की रक्षा करो
उत्त्पन वेद ब्रम्हादि देव
ये लोक सकल चार और आचार
होते जिसकी बस स्वल्पा कला से
नाना नाम रूप धारकर
ज्यो ज्वलित अग्नि से चिंगारी
ज्यों रवि से किरने निकल
फिर लौट उन्हीं में जाती हैं
गुण कृत प्रपंच उस भांति सकल
मन बुद्धि सभी इंद्रियो तथा
सब विविध योनियों वाले तन
का जिसका प्रकाशन हो उसका
हो जाता है पुनर्वर्तन
वाह नहीं देव वाह असुर नहीं
वाह नहीं मृत वाह क्लिबा नहीं
वाह कारण अथवा कार्य नहीं
गुण कर्म पुरुष या जीव नहीं
हरि शरणम् हरि शरणम्
हरि शरणम् प्रभु हरि शरणम्
हरि शरणम् हरि शरणम्
हरि शरणम् प्रभु हरि शरणम्
सबका कर देने पर निषेध
जो कुछ रह जाता शेष वही
जो है अशेष हो प्रकट आज
हर ले मेरा सब क्लेश वही
कुछ चाह ना जीवित रहने की
जो तमसवृत बहार भीतर
ऐसे इस हाथी के तन को
क्या भला करूंगा मैं रख कर
इच्छा इतनी बंधन जिसका
सुदृढ न काल से भी टूटे
आत्मा की जैसी ज्योति धनकी
अज्ञान वही मेरा छूटे
उस विश्व सृजक अज विश्व रूप
जग से बहार जग सूत्रधार
विश्वात्मा ब्रम्ह परमपद को
इस मोक्षार्थी का नमस्कार
हरे कृष्ण हरे कृष्ण
कृष्ण कृष्ण हरे हरे
हरे राम हरे राम
राम राम हरे हरे
नीज कर्मजाल को भक्ति योग से
जल योग परिशुद्ध हृदय
मैं जिसे देखता योगीजन
योगेश्वर प्रति में नट सविनय
हो सकता सहन नहीं जिसकी
त्रिगुणात्मक शक्ति का वेग प्रबल
जो होता तथा प्रतीत धरे
इन्द्रिय विषयो का रूप सकल
जो दुर्गम उनको मालिन विषो में
जो की इंद्रियों के उलझे
शरणागत पलक अमित शक्ति
हे बारम्बार प्रणाम तुझे
अनभिज्ञा जीव जिसकी माया
कृत अहंकार द्वार उफत्
नीज आत्मा से मैं उससे डरता हूं
महिमामय प्रभु के शरणागत
हरे कृष्ण हरे कृष्ण
कृष्ण कृष्ण हरे हरे
हरे राम हरे राम
राम राम हरे हरे
ये निराकार वपु भेदहित की
स्तुति गजेंद्र वर्णित सुनकर
आकृति विशेषवाले रूपो के
अभिमानी ब्रम्हादि अमर
आये जब उसके पास नहीं
तब श्री हरि जो आत्मा घाट घाट
के होने से सब देव रूप
हो गए वहां उस कल प्रकट
वे देख उसे इस प्रकार दुखी
उसका ये अरस्तव सुनकर
मन सी गति वाले पक्षी राज की
चढ़े पीठ ऊपर स्तवर
आ पंहुचे था गजराज जहां
नीज कर में चक्र उठे
तब जगनिवास के साथ-साथ
सुर भी स्तुति करने आये थे
हरे कृष्ण हरे कृष्ण
कृष्ण कृष्ण हरे हरे
हरे राम हरे राम
राम राम हरे हरे
अतिशय बलशाली गृह जैसे था
पकड़े हुए सरोवर में
गजराज देखकर श्रीहरि को
आसीं गरुड़ पार अम्बर में
धर चक्र हाथ में लिए हुए
वाह दुखिया उठा कमाल कर्म
हे विश्व वंध्य प्रभु नमस्कार
ये बोल उठा पीडित स्वर में
पीड़ा में उसको पड़ा देख
भगवान अजन्मा पदे उतर
अविलंब गरुड़ से फिर कृपाया
झट खींच सरोवर से बहार
कर गज को मकर सहित उसका
मुख चक्रधर से चीर दिया
देखते-देखते सुरगन के
हरि ने गजेंद्र को छुड़ा लिया
हरे कृष्ण हरे कृष्ण
कृष्ण कृष्ण हरे हरे
हरे राम हरे राम
राम राम हरे हरे
हरे कृष्ण हरे कृष्ण
कृष्ण कृष्ण हरे हरे
हरे राम हरे राम
राम राम हरे हरे
हरे कृष्ण हरे कृष्ण
कृष्ण कृष्ण हरे हरे
हरे राम हरे राम
राम राम हरे हरे
Credits:
- Title: Gajendra Moksha Stotram Duet
- Singers: Suresh Wadekar, Srishti Sharma
- Narration: Sohini Mishra
- Music Composer: Sohini Mishra
- Rhythm: Shreedhara Chari, Mustaq Khan, Shashikant Sharma
- Sitar: Umashankar Shukla
- Flute: Ranjit Nayak
- Recorded at LC Studio & Ajivasan
- Recordist: Aishwarya & Ravi Yadav
- Mix And Mastered: Deepak Himanshu
- Edit & VFX: Mind Pro
- Music Label: Music Nova

